Sapna Jahan
[00:38.19] Sapna jahan, dastak na de
[00:45.36] Chokhat thi woh, aankhein meri
[00:52.96] Baaton se thi, taadaad mein
[01:00.45] Khamoshiyaan, zyada meri
[01:08.20] Jab se pade, tere kadam
[01:15.88] Chalne lagi, duniya meri
[01:23.39] Mere dil mein,
[01:25.13] Jagah khuda ki khali thi
[01:31.03] Dekha wahan pe,
[01:32.84] Aaj tera chehra hai
[01:38.55] Main bhatakta hua,
[01:41.03] Saa ek badal hoon
[01:46.18] Jo tere aasmaan pe
[01:49.08] aake thehra hai
[02:05.33] Tu rooh hai toh main
[02:09.23] kaaya banu
[02:13.02] Ta-umr main tera saaya banu
[02:20.58] Kehde toh ban jaaun
[02:24.40] be-raag main
[02:28.22] Kehde toh main teri
[02:31.98] maaya banu
[02:35.83] Tu saaz hai, main raagni
[02:43.40] Tu raat hai, main chandni
[02:51.03] Mere dil mein,
[02:52.73] Jagah khuda ki khali thi
[02:58.61] Dekha wahan pe,
[03:00.45] Aaj tera chehra hai
[03:06.14] Main bhatakta hua,
[03:08.83] Sa ek badal hoon
[03:13.90] Jo tere aasmaan pe aake
[03:18.00] thehra hai
[04:14.86] Hum pe sitaaron ka
[04:18.62] ehsaan ho
[04:22.48] Poora, adhoora har armaan ho
[04:29.94] Ek doosre se jo
[04:33.90] baandhe hamein
[04:37.67] Baahon mein nanhi si
[04:41.50] ek jaan ho
[04:45.28] Aabaad ho, chota sa ghar
[04:52.81] Lagna sake kisi ki nazar
[05:00.52] Mere dil mein,
[05:01.92] Jagah khuda ki khali thi
[05:08.12] Dekha wahan pe,
[05:09.94] Aaj tera chehra hai
[05:15.70] Main bhatakta hua,
[05:18.15] Saa ek badal hoon
[05:23.37] Jo tere aasmaan pe
[05:26.19] aake thehra hai.
