Lrc Player

Ye kya kiya ye kyu kiya??

Mohit lalwani
[09:09.62]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:02.96] Kyu Tum Samajh Paye Nahi

[00:07.47] Paawan Pranay Ki Reet Ko

[00:11.98] Kyu Moh Tumhne Keh Diya

[00:16.78] Nishchhal Hraday Ki Preet Ko

[00:26.87] Ye Kya Kiya, Ye Kyu Kiya

[00:31.92] Batlao Na Kanha

[00:35.64] Ye Tune Kyu Kiya

[00:41.78] Ye Kya Kiya, Ye Kyu Kiya

[00:46.03] Batlao Na Kanha

[00:51.61] Ye Tune Kyu Kiya

[01:15.52] Socha Tha Kya Kya Hoga Gaya

[01:22.16] Ek Shann Mein Sab Kuch Kho Gya

[01:26.68] Sab Kuch Tha Jeevan Mein Mere

[01:31.45] Jeevan Hi Mera Kho Gaya

[01:40.75] Niyati Ne Aysa Kya Kiya

[01:45.26] Mili Prem Mein Aysi Veera

[01:50.58] Chaaha Tha Kya, Paaya Hai Kya

[01:55.36] Sab Kuch Mera Kho Gaya,

[02:03.59] Radhe...

[02:11.29] Har Baat Samjhana Sada

[02:16.08] Sambhav Nahi Radhe

[02:19.53] Samay Samjhayega

[02:25.90] Har Baat Samjhana Sada

[02:31.48] Sambhav Nahi Radhe

[02:34.14] Samay Samjhayega

[02:40.51] Sambhav Nahi, Hote Kabhi

[02:49.82] Yahan Prashano Ke Uttar Sabhi

[03:14.53] Muskan Adhron Par Liye

[03:20.90] Kyun Main Sada Chup Hi Raha

[03:35.78] Rangon Bhara Jeevan Mera

[03:40.83] Bairang Ab Ye Ho Gaya

[03:45.35] Har Rang Ab Hai Kho Gaya

[03:50.69] Naa Jane Ye Kya Ho Gaya

[04:00.25] Bairang Jeevan Ke Mere

[04:04.77] Tum Praan Ho Kaanah

[04:09.01] Meri Tum Preet Ho

[04:15.12] Bairang Jeevan Ke Mere

[04:19.64] Tum Praan Ho Kaanah

[04:23.62] Meri Tum Preet Ho

[04:30.00] Rangon Bhara Jeevan Mera

[04:39.03] Bairang Ab Ye Ho Gaya

[04:49.39] Tumko Kdachit Lag Raha

[04:53.90] Ki Mujhko Tumne Kho Diya

[04:58.95] Jhanko Swayam Ke Mann Mein Tum

[05:04.00] Main Toh Tumhi Me Bas Raha..

[05:12.50] Radhe...

[05:21.80] Kyun Tum Samajh Paye Nahi

[05:26.32] Paawan Pranay Ki Reet Ko

[05:31.37] Kyon Moh Tumhne Keh Diya

[05:36.15] Nishchhal Hraday Ki Preet Ko

[05:44.94] Ye Kya Kiya, Ye Kyun Kiya

[05:50.78] Batlao Na Kanha

[05:54.79] Ye Tune Kyun Kiya

[06:01.17] Ye Kya Kiya, Ye Kyun Kiya

[06:05.42] Batlao Na Kanha

[06:09.40] Ye Tune Kyun Kiya

[06:34.67] Vayakul Hriday Aakul Hai Mann

[06:39.45] Jeevan Pe Bhaari Shan Hai Ye

[06:44.23] Kyun Prem Ko Tumne Mere

[06:49.32] Samjha Ki Aakarshan Hai Ye

[06:57.28] Kanha...

[07:50.93] Tum Preet Ho, Manmeet Ho

[07:56.78] Mere Hriday Ka, Sangeet Ho...

[08:47.53] Radhe Krishna...

[08:48.31] Radhe Krishna...

[08:49.64] Radhe Krishna...

[08:50.99] Radhe Krishna...