Lrc Player

Madinr ke aaka

Unknown artist
[06:04.85]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:22.29] Madine ke Aaqa, Salamun Alaik

[00:27.10] Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik

[00:53.94] Zameen mein Muhammad, Zamaan mein Muhammad

[00:59.77] Makeen mein Muhammad, Makaan mein Muhammad

[00:00.00] Har Ek Shay mein Jalwa Rasoole Khuda ka

[00:00.00] Salamun Alayk Salamun Alayk

[00:00.00] Madine ke Aaqa Salamun Alaik

[00:00.00] Do Aalam ke Data Salamun Alaik

[00:00.00] Gunaahon ne gera Khataaon ne gera

[00:00.00] Musibat ne gera Balaaon ne gera

[00:00.00] Bacha lijiyega Bacha lijiyega

[00:00.00] Salamun Alaik Salamun Alaik

[00:00.00] Madine ke Aaqa Salamun Alayk

[00:00.00] Do Aalam ke Data Salamun Alayk

[00:00.00] Hamari bhi Qismat banaado Nabiji

[00:00.00] Nasibaan bhi soya Jagaado Nabiji

[00:00.00] Hamein Apna Roza dikhaadijiyega

[00:00.00] Hamein fir Madina bula lijiyega

[00:00.00] Salamun Alayk Salamun Alayk

[00:00.00] Madine ke Aaqa Salamun Alayk

[00:00.00] Do Aalam ke Data Salamun Alayk

[00:00.00] Na Daulat talab hai , Na Shohrat talab hai

[00:00.00] Hukumat talab hai , Na Izzat talab hai

[00:00.00] Hamein dijiye Kaali Kamli ka saaya

[00:00.00] Salamun Alayk Salamun Alayk

[00:00.00] Madine ke Aaqa Salamun Alayk

[00:00.00] Do Aalam ke Data Salamun Alayk

[00:00.00] Hun Mohtaaj Mein Aapki Ek Nazar ka

[00:00.00] Fida Aap par Mere Maa Baap Aaqa

[00:00.00] Ke Ham Sab pe Nazre Karam kijiyega

[00:00.00] Ke Arshad pe Nazre Karam kijiyega

[00:00.00] Salamun Alayk Salamun Alayk

[00:00.00] Madine ke Aaqa Salamun Alayk

[00:00.00] Do Aalam ke Data Salamun Alayk

[00:00.00] Zameen mein Muhammad Zamaan mein Muhammad

[00:00.00] Makeen mein Muhammad, Makaan mein Muhammad

[00:00.00] Har Ek Shay mein Jalwa Rasoole Khuda ka

[00:00.00] Salamun Alayk Salamun Alayk