Kyun - Talha Anjum feat. Annural Khalid _ Prod. UMAIR (Official Audio)
[00:21.43] Tu aya nahi kyun?
[00:24.89] Sadiyo se lambay hain lamhay yahan kya karu?
[00:30.19] Aahat pe teri mein neend se bhi uth paru
[00:36.30] Sab kuch bhula kar mein yaadein samaita karu
[00:41.88] Phir tere sirhanay mein baarish mein bheega karu
[00:45.61] Mil k bhi tu na mera
[00:48.53] Hai na yakeen ab tera
[00:51.19] Yaadon mein khoya hai dil ye roya hai tujh ko dhoonda tha bewaja
[00:56.76] Janay ye aalam hai kesa
[00:59.70] Aaye ga kesay sawera
[01:02.63] Tanhai aisi hai mujh se kehti ye tujh ko phir se loon bula
[01:08.49] Tu na janay tere bin mein
[01:10.60] Kesay pal hain ye guzaaray
[01:14.06] I mean I’m sorry for the heartbreak
[01:16.71] You know we never should’ve parted
[01:19.37] (Wish we could) Go back to the bettеr days
[01:22.03] Terey haath mein ho haath and I’m feelin grеat
[01:24.95] Per hain alag saray raastay
[01:27.60] Ghalti na ye meri na ye teri hai
[01:30.28] Tu aya nahi kyun?
[01:33.47] Sadiyo se lambay hain lamhay yahan kya karu?
[01:39.04] Aahat pe teri mein neend se bhi uth paru
[01:44.64] Sab kuch bhula kar mein yaadein samaita karu
[01:50.22] Phir tere sirhanay mein baarish mein bheega karu
[01:54.21] It’s been a while
[01:55.54] Tum waqt ke na qail
[01:56.87] Dil ki dewaaro ko deemak ki tarah fikar teri khaye
[01:58.46] That wasn’t a goodbye tum phir bhi na laut ke ayi
[02:02.45] Qalam uthayi phir mein ne aur likhi jo humne bitai
[02:05.38] Tere se pehle bhi tha kuch, tere baad bhi hu
[02:08.29] Tere saath tha jo wo dafan kar chuka apni zaat mein hu
[02:11.22] Aik laash hai bas, thori si yaad hai bas
[02:14.14] Aik adha qissa jis mein di jaati apni misaalein bas
[02:16.79] Malaal hai bas, tu aya nahi kyun
[02:19.19] Mein tou aya sun’ne wo geet tera tu ne gaya nahi kyun?
[02:21.84] Khushi mein shamil raho meri mein gham mein bulata nahi hu
[02:24.76] Mein maaf kardeta hu lekin mein bhulata nahi hu
[02:27.69] Khuda ne de ke bhi, aur le ke bhi kiya imtihaan mera
[02:30.87] Mein tou sab keh ke bhi, na keh ke bhi jaana bezubaan raha
[02:33.79] Sab tou luta aye, yaad he teri mera samaan raha
[02:36.46] Sadiya’n guzari ke nai tere intizaar mein tu ye bata
[02:39.37] Tu aya nahi kyun?
[02:42.04] Sadiyo se lambay hain lamhay yahan kya karu?
[02:46.81] Aahat pe teri mein neend se bhi uth paru
[02:53.45] Sab kuch bhula kar mein yaadein samaita karu
[02:59.03] Phir tere sirhanay mein baarish mein bheega karu
