Lrc Player

6553472133467478018 (online-audio-converter.com)

Unknown artist
[04:24.76]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:03.44] Kuchh to log kahenge logon ka kaam hai kehnaa

[00:13.69] Chhodo bekaar ki baaton mein kaheen beet na jaaye rainaa

[00:24.94] Kuchh to log kahenge logon ka kaam hai kehnaa

[00:36.44] Chhodo bekaar ki baaton mein kaheen beet na jaaye rainaa

[01:15.69] Kuchh reet jagat ki aisi hai har ek subah ki shaam hui..

[01:31.69] Kuchh reet jagat ki aisi hai har ek subah ki shaam hui..

[01:42.94] Tu kaun hai tera naam hai kya sita bhi yahaan badnaam huyi

[01:54.19] Phir kyon sansaar ki baaton se, bheeg gaye tere naina

[02:05.44] Kuchh to log kahenge, logon kaa kaam hai kehna

[02:32.94] Hum ko jo taane dete hain, ham khoye hain in rang-raliyon mein

[02:48.94] Hum ko jo taane dete hain, ham khoye hain in rang-raliyon mein

[03:01.44] Hum ne un ko bhi chhup chhup ke aate dekhaa in galiyon mein

[03:11.94] Ye sach hai jhoothi baat nahi tum bolo ye sach hai na

[03:23.44] Kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehna

[03:34.94] Chhodo bekaar kee baaton mein kaheen beet na jaaye raina

[03:45.19] Kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehna

[03:56.44] Chhodo bekaar kee baaton mein kaheen beet na jaaye raina

[04:07.44] Kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehna