Lrc Player

Hai-Katha-Sangram-Ki_320MostMags

Ajay atul
[02:00.11]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:10.47] Hai katha sangram ki

[00:14.98] Vishwa ke kalyaan ki

[00:21.22] Dharm adharm aadi anant

[00:24.22] Satya asatya kalesh kalank

[00:27.22] Swaarth ki katha paramaarth ki

[00:32.22] Shakti hai, bhakti hai

[00:35.23] Janmo ki mukti hai

[00:38.22] Jeevan ka ye sampoorn saar hai

[00:44.72] Yug yug se kan kan mein

[00:47.23] Srishti ke darpan mein

[00:49.98] Vedo ki vyatha apaar hai

[00:55.97] Dharmon ki gaatha hai

[00:58.73] Devon ki bhaasha hai

[01:01.97] Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai

[01:07.98] Krishna ki mahima hai

[01:10.47] Geeta ki garima hai

[01:13.47] Grantho ka granth ye mahaan hai

[01:18.97] Mahabharat.. Mahabharat..

[01:23.72] Mahabharat.. Mahabharat..