Sunn Raha Hai (Female)
[00:13.94] Yaara…
[00:27.44] Manzilein ruswa hain
[00:33.19] Khoya hai raasta
[00:39.18] Aaye le jaaye
[00:44.93] Itni si ilteja
[00:50.43] Ye meri zamaanat hai
[00:56.19] Tu meri amaanat hai aa…
[01:08.17] Mujhko iraade de
[01:10.92] Kasamein de, waade de
[01:13.93] Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
[01:19.92] Dil ko thikaane de naye bahaane de
[01:25.69] Khabon ki barishon ko mausam ke paimane de
[01:32.22] Apne karam ki kar adaayein
[01:37.98] Kar de idhar bhi tu nigaahein
[01:42.96] Sun raha hai naa tu
[01:48.72] Ro rahi hun main
[01:54.46] Sun raha hai naa tu
[01:59.45] Kyun ro raha hun main
[02:06.22] (x2)
[02:28.46] Yaara…
[03:05.70] Waqt bhi thehara hai
[03:11.20] Kaise kyun ye huaa
[03:17.21] Kaash tu aise aaye
[03:22.95] Jaise koi duaa
[03:28.46] Tu rooh ki raahat hai
[03:34.44] Tu meri ibaadat hai
[03:43.95] Apne karam ki kar adaayein
[03:49.70] Kar de idhar bhi tu nigaahein
[03:54.69] Sun raha hai naa tu
[04:00.44] Ro rahi hun main
[04:06.45] Sun raha hai naa tu
[04:10.94] Kyun ro raha hun main
[04:17.95] (x2)
[04:50.00] Written by:
[04:50.75] Sandeep Nath
