Zara Zara
[00:26.99] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[00:32.30] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[00:37.09] Mujhe bhar le apni baahon mein
[00:43.73] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[00:49.03] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[00:53.82] Mujhe bhar le apni baahon mein
[00:58.07] Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
[01:04.98] Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
[01:40.30] Yunhi baras baras kaali ghata barse
[01:44.29] Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
[01:53.59] Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
[01:57.83] Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
[02:06.87] Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
[02:13.78] Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
[02:20.68] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[02:25.72] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[02:30.51] Mujhe bhar le apni baahon mein
[02:43.70] Aaja re aa re
[03:30.27] Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
[03:34.52] Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
[03:43.55] Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
[03:48.06] Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
[03:57.10] Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
[04:03.74] Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
[04:11.18] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[04:15.69] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[04:20.74] Mujhe bhar le apni baahon mein
[04:24.98] Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
[04:32.16] Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
[04:39.78] Aaja re, aaja re, aaja re
