Lrc Player

Ghodey pe sawar

Unknown artist
[03:13.88]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:25.78] Koyi Kaise Unhein Yeh Samjhaye

[00:29.30] Sajaniya Ke Mann Mein Abhi Inkaar Hai

[00:35.16] Jaane Balma Ghode Pe Kyun Sawar Hain

[00:39.94] Jaane Balma Ghode Pe Kyun Sawar Hain

[00:44.99] Dheere Dheere Jatan Karne Se

[00:48.44] Dulhaniya Ke Khulte Hriday Ke Dwaar Hai

[00:53.77] Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

[00:58.82] Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

[01:23.79] Baalon Mein Wadh Ke Gajra Lagana

[01:27.78] Nazdeek Aane Ka Hai Bahana

[01:32.29] Sab Jaan Ke Bhi Chhaliya Ke Chhal Se

[01:37.07] Mushkil Hai Bach Paana

[01:41.32] Ho Ankhiyon Se Thag Ke Bharna

[01:45.03] Woh Jaane Batiyon Se Zurmana

[01:50.09] Haan Jo Main Tokun Kaha Na Mera Maane

[01:54.07] Bhavon Ko Aise Taane Behas Bekaar Hai

[02:00.19] Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

[02:04.45] Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

[02:09.49] Koyi Kaise Unhein Yeh Samjhaye

[02:12.94] Sajaniya Ke Mann Mein Abhi Inkaar Hai

[02:18.52] Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

[02:23.29] Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain