Yeh tune kya kiya
[01:07.11] Ishq woh bala hai
[01:08.62] Ye Tune Kya Kiya Lyrics
[00:00.00] Ishq woh bala hai
[00:00.00] Jisko chhuaa isne woh jala hai
[00:00.00] Dil se hota hai shuru
[00:00.00] Dil se hota hai shuru
[00:00.00] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:00.00] Kabhi khud se, kabhi khuda se
[00:00.00] Kabhi zamaane se lada hai
[00:00.00] Itna hua badnaam phir bhi
[00:00.00] Har zubaan pe ada hai
[00:00.00] Ishq ki.. saazishein
[00:00.00] Ishq ki.. baaziyaan
[00:00.00] Haara main khel ke
[00:00.00] Do dilon ka juaa
[00:00.00] Kyun tune meri fursat ki
[00:00.00] Kyun dil mein itni harqat ki
[00:00.00] Ishaq mein itni barqat ki
[00:00.00] Ye tune kya kiya..
[00:00.00] Phiru ab maara maara main
[00:00.00] Chaand se bichhda taara main
[00:00.00] Dil se itna kyun haara main
[00:00.00] Ye tune kya kiya..
[00:00.00] Saari duniya se jeet ke
[00:00.00] main aaya hoon idhar
[00:00.00] Tere aage hi main haara
[00:00.00] kiya tune kya asar
[00:00.00] Main dil ka raaz kehta hoon
[00:00.00] Ke jab jab saansein leta hoon
[00:00.00] Tera hi naam leta hoon
[00:00.00] Ye tune kya kiya
[00:00.00] Meri baahon ko teri saanson ki jo
[00:00.00] Aadatein lagi hain waisi
[00:00.00] Jee leta hoon ab main thoda aur
[00:00.00] Meri dil ki ret pe
[00:00.00] Aankhon ki jo pade parchhai teri
[00:00.00] Pee leta hoon tab main thoda aur
[00:00.00] Jaane kaun hai tu meri
[00:00.00] Main naa jaanu ye magar
[00:00.00] Jahaan jaaun main karoon main wahaan
[00:00.00] Tera hi zikar
[00:00.00] Mujhe tu raazi lagti hai
[00:00.00] Jeeti hui baazi lagti hai
[00:00.00] Tabiyat taazi lagti hai
[00:00.00] Ye tune kya kiya
[00:00.00] Main dil ka raaz kehta hoon
[00:00.00] Ke jab jab saansein leta hoon
[00:00.00] Tera hi naam leta hoon
[00:00.00] Ye tune kya kiya
[00:00.00] Dil karta hai, teri baatein sunu
[00:00.00] Saude main adhoore chunu
[00:00.00] Muft ka hua ye faayda
[00:00.00] Kyun khud ko main barbaad karoon
[00:00.00] Fanaa hoke tunhse miloon
[00:00.00] Ishq ka ajab hai qaayda
[00:00.00] Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
[00:00.00] Main aage badh gaya hoon
[00:00.00] thoda hoke be-fikar
[00:00.00] Kaho toh, kis se marzi loon
[00:00.00] Kaho toh, kis ko arzi doon
[00:00.00] Hansta ab thoda farzi hoon
[00:00.00] Ye tune kya kiya
[00:00.00] Main dil ka raaz kehta hoon
[00:00.00] Ke jab-jab saansein leta hoon….
[00:00.00] Ishq ki.. saazishein
[00:00.00] Ishq ki.. baaziyaan
[00:00.00] Haara main khel ke
[00:00.00] Do dilon ka juaa
