Jabed Bashir
[00:06.53] Ishq woh bala hai
[00:10.04] Ishq woh bala hai
[00:13.84] Jisko chhuaa isne woh jala hai
[00:17.35] Dil se hota hai shuru
[00:20.36] Dil se hota hai shuru
[00:22.12] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:25.37] Kabhi khud se, kabhi khuda se
[00:26.63] Kabhi zamaane se lada hai
[00:32.15] Itna hua badnaam phir bhi
[00:35.40] Har zubaan pe ada hai
[00:49.45] Ishq ki.. saazishein
[00:59.73] Ishq ki.. baaziyaan
[01:10.27] Haara main khel ke
[01:20.31] Do dilon ka juaa
[01:31.11] Kyun tune meri fursat ki
[01:33.62] Kyun dil mein itni harqat ki
[01:36.39] Ishaq mein itni barqat ki
[01:38.90] Ye tune kya kiya..
[01:41.68] Phiru ab maara maara main
[01:44.20] Chaand se bichhda taara main
[01:46.46] Dil se itna kyun haara main
[01:49.22] Ye tune kya kiya..
[01:52.26] Saari duniya se jeet ke
[01:55.02] main aaya hoon idhar
[01:55.02] Tere aage hi main haara
[02:02.57] kiya tune kya asar
[02:03.33] Main dil ka raaz kehta hoon
[02:05.08] Ke jab jab saansein leta hoon
[02:07.34] Tera hi naam leta hoon
[02:10.09] Ye tune kya kiya
[02:34.17] Meri baahon ko teri saanson ki jo
[02:37.44] Aadatein lagi hain waisi
[02:40.20] Jee leta hoon ab main thoda aur
[02:44.72] Meri dil ki ret pe
[02:47.22] Aankhon ki jo pade parchhai teri
[02:48.23] Pee leta hoon tab main thoda aur
[02:54.75] Jaane kaun hai tu meri
[02:58.51] Main naa jaanu ye magar
[03:00.27] Jahaan jaaun main karoon main wahaan
[03:03.27] Tera hi zikar
[03:05.32] Mujhe tu raazi lagti hai
[03:07.57] Jeeti hui baazi lagti hai
[03:09.83] Tabiyat taazi lagti hai
[03:12.62] Ye tune kya kiya
[03:15.39] Main dil ka raaz kehta hoon
[03:17.91] Ke jab jab saansein leta hoon
[03:20.66] Tera hi naam leta hoon
[03:23.17] Ye tune kya kiya
[03:47.26] Dil karta hai, teri baatein sunu
[03:50.78] Saude main adhoore chunu
[03:53.29] Muft ka hua ye faayda
[03:57.81] Kyun khud ko main barbaad karoon
[04:01.07] Fanaa hoke tunhse miloon
[04:03.58] Ishq ka ajab hai qaayda
[04:07.84] Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
[04:12.60] Main aage badh gaya hoon
[04:17.15] thoda hoke be-fikar
[04:18.15] Kaho toh, kis se marzi loon
[04:20.43] Kaho toh, kis ko arzi doon
[04:23.44] Hansta ab thoda farzi hoon
[04:26.45] Ye tune kya kiya
[04:28.72] Main dil ka raaz kehta hoon
[04:30.73] Ke jab-jab saansein leta hoon….
[04:33.77] Ishq ki.. saazishein
[04:44.33] Ishq ki.. baaziyaan
[04:56.12] Haara main khel ke
[05:05.15] Do dilon ka juaa
