6596967715041187848 (online-audio-converter.com)
[00:14.20] Haannnnn... aaaaa
[00:19.70] Aaaaaa... ooooo
[00:27.45] Zamin se aasman tak ham
[00:30.95] Dhundh aaye zahan sara
[00:34.45] Bana paya nahi ab tak
[00:37.95] Khuda tumse koi pyara.
[01:02.95] Baato me teri hai badmashiyaan
[01:09.20] Sab be wazah ki hain tarifiyaan.
[01:14.70] Hua hai aaj pehli baar.
[01:17.45] Jo aise mushkuraaya hu.
[01:21.70] Tumhe dekha to jana ye.
[01:24.70] Ki kyu duniya me aaya hu.
[01:28.70] Hmm haaaaannn... ooo
[01:43.95] "Tu hai jo rubaru mere.
[01:46.20] Bada mehfooz rehta hu.
[01:49.95] Tere milne ka shukarana.
[01:52.70] Khuda se roz karta hu."
[01:57.70] Hooo.ooo
[02:03.95] Hamko pata hai ye aawariyaan.
[02:23.95] Aawara dil ki hai taarifiyaan.
[02:30.20] Ye dil pagal bana baitha.
[02:33.70] Ise ab tu hi samjha de.
[02:36.95] Dikhe tujhme meri duniya.
[02:39.95] Meri duniya tu ban jaye.
[02:43.70] Hu khuskismat jo kishmat se.
[02:46.70] Tumhe aise mai paaya hu.
[02:50.45] Mai tumse ishq karne ki.
[02:53.70] Izazat rab se laaya hu.
