Lrc Player

6596976119415576584 (online-audio-converter.com)

Unknown artist
[04:48.20]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.39] Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai

[00:16.14] Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

[00:24.89] Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai

[00:34.14] Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

[00:40.14] Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

[00:43.89] Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai

[00:47.14] Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

[00:52.39] Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai

[01:09.89] Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

[01:16.14] Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na

[01:41.14] Kyun har subah tu meri sanson me samaye na

[01:46.89] Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main

[01:52.64] Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein

[01:58.89] Kaise bataaun jazbaat ye mere

[02:04.39] Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai

[02:10.39] Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai

[02:22.14] Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

[02:27.89] Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

[02:32.39] Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai

[02:35.14] Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

[02:40.14] Bheege bheege tere lab,

[03:14.14] mujhko kuch kehte hain

[03:17.39] Dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain

[03:22.89] Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko

[03:29.14] Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko

[03:34.89] Kitna haseen ye lamha hai

[03:40.14] Kismat se maine churaaya hai

[03:45.89] Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai

[03:57.39] Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

[04:04.14] Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

[04:08.14] Pyar main tere hadd se guzar jaana hai

[04:11.39] Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai