6571060611210303489 (online-audio-converter.com)
[00:17.75] Phailee thi syaah raaten, aaya to subah leke
[00:21.25] Khamkha si zindagi me jeene ki vajah leke
[00:25.50] Khoya tha samandron me tanha safina mera
[00:34.50] Sahilo pe aaya hai tu jaane kis tarah leke
[00:35.50] Kuchh to hai tujh se raabta
[00:39.00] Kuchh to hai tujh se raabta
[00:43.00] Kaise hum jaane hamein kya pataa
[00:47.75] Kuchh to hai tujh se raabta
[00:51.75] Ab kya hai kehna, hamko hai rehna
[00:55.75] Jannatein bhula ke teri baaho me panaah leke
[01:00.25] Phailee thi syaah raaten, aaya to subah leke
[01:06.25] Khamkha si zindagi me jeene ki vajah leke
[01:36.25] O meherbani jate jate mujhpe kar gaya
[01:43.50] Guzarata sa lamha ek daman bhar gaya
[01:50.50] Tere nazaara mila, roshan sitara mila
[01:59.50] Taqdeer ka jaise koyi ishara mila
[02:10.25] Roothi huyi khaahishon me thodi si suleh leke
[02:14.25] Aaya tu khaamoshiyo me baato ki jirah leke
[02:18.25] Khoya tha samandron me tanha safina mera
[02:22.00] Sahilo pe aaya hai tu jaane kis tarah leke
[02:26.75] Kuchh to hai tujh se raabta
[02:30.25] Kuchh to hai tujh se raabta
[02:34.75] Kaise hum jaane hamein kya pataa
[02:39.50] Kuchh to hai tujh se raabta
[02:44.00] Ab kya hai kehna, hamko hai rehna
[02:46.75] Jannatein bhula ke teri baaho me panaah leke
[02:52.75] Phailee thi syaah raaten, aaya to subah leke
[02:58.00] Khamkha si zindagi me jeene ki vajah leke
