Yttt
[00:33.93] Ab na mujhko yaad beeta
[00:36.33] Main toh lamhon mein jeeta
[00:38.72] Chala ja raha hoon
[00:40.31] Main kahaan pe ja raha hoon…
[00:42.96] Kahaan hoon?
[00:45.89] Iss yaqeen se main yahan hoon
[00:51.21] Ki zamana yeh bhala hai
[00:53.34] Aur jo raah mein mila hai
[00:55.46] Thodi door jo chala hai
[00:57.60] Woh bhi aadmi bhala tha
[00:59.98] Pata tha…
[01:02.91] Zara bas khafa tha
[01:08.48] Woh bhatka sa raahi mere gaaow ka hi
[01:13.00] Woh rasta puraana jisey yaad aana
[01:17.24] Zaroori tha lekin jo roya mere bin
[01:21.49] Wo ek mera ghar tha
[01:25.74] Puraana sa darr tha
[01:29.99] Magar ab na main apne ghar ka raha
[01:38.49] Safar ka hi tha main safar ka raha
[01:51.25] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[01:55.50] Safar ka hi tha main safar ka raha
[02:00.02] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[02:04.00] Safar ka hi tha main safar ka raha
[02:08.25] Main raha… o o…
[02:12.50] Main raha… wo o…
[02:16.86] Main raha…
[03:08.40] Neel pattharon se meri dosti hai
[03:12.90] Chaal meri kya hai raah jaanti hai
[03:16.63] Jaane rozana… zamana wohi rozana
[03:25.66] Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
[03:29.91] Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon
[03:33.63] Aise rozana.. rozana khud se begana…
[03:42.66] Jabse gaaow se main shehar hua
[03:46.45] Itna kadwa ho gaya ki zehar hua
[03:50.69] Main toh rozana
[03:54.14] Na chaaha tha yeh ho jaana maine
[04:03.98] Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha
[04:12.47] Safar ka hi tha main safar ka raha
[04:25.49] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[04:29.47] Safar ka hi tha main safar ka raha
[04:33.73] Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
[04:38.24] Safar ka hi tha main safar ka raha
[04:42.23] Main raha.. oo..
[04:46.48] Main raha.. wo..
[05:16.23] Main raha…
[00:00.00] Safar ka hi tha main safar ka raha…
