Saiyaara
[00:04.33] Sub to AK Editz
[00:11.77] Lyrics by AK Ratul
[00:37.86] Aasmaan tera mera hua
[00:44.50] Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
[00:50.11] Aasmaan tera mera hua
[00:56.48] Saans ki tarah ruaan ruaan
[01:00.24] Ho jaaye jahaan tu jaaye
[01:06.08] Paaye mujhe hi paaye
[01:09.27] Saaye ye mere hain
[01:11.44] Tujh mein samaaye
[01:14.63] Saiyaara main saiyaara
[01:17.31] Saiyaara tu saiyaara
[01:20.22] Sitaaron ke jahaan
[01:22.63] Mein milenge abb yaara
[01:26.33] Saiyaara main saiyaara
[01:28.99] Saiyaara tu saiyaara
[01:32.21] Sitaaron ke jahaan
[01:34.63] Mein milenge abb yaara
[02:02.89] Tu jo mila toh yun hua
[02:09.14] Ho gayi poori adhoori si duaa
[02:14.72] Tu jo gaya toh le gaya sang tere
[02:22.20] Mere jeene ki har wajah
[02:26.74] Ho jaaye jahaan tu jaaye
[02:29.81] Paaye mujhe hi paaye
[02:33.00] Saaye ye mere hain
[02:35.86] Tujh mein samaaye
[02:38.53] Saiyaara main saiyaara
[02:41.21] Saiyaara tu saiyaara
[02:44.14] Sitaaron ke jahaan
[02:46.52] Mein milenge abb yaara
[02:50.24] Saiyaara main saiyaara
[02:53.17] Saiyaara tu saiyaara
[02:56.09] Sitaaron ke jahaan
[02:58.26] Mein milenge abb yaara
[03:44.90] Tumpe miti tumse bani
[03:51.16] Tumse hua hai haan
[03:53.82] Khud pe yaqeen
[03:57.03] Tu jo nahi to naa sahi
[04:02.87] Main hoon yahaan toh
[04:05.54] Tu hai yahin kahin
[04:08.47] Ho jaaye jahaan tu jaaye
[04:11.93] Paaye mujhe hi paaye
[04:15.12] Saaye ye mere hain
[04:17.79] Tujh mein samaaye
[04:20.45] Saiyaara main saiyaara
[04:23.38] Saiyaara tu saiyaara
[04:26.56] Sitaaron ke jahaan
[04:28.99] Mein milenge abb yaara
[04:32.45] Saiyaara main saiyaara
[04:35.37] Saiyaara tu saiyaara
[04:38.29] Sitaaron ke jahaan
[04:40.71] Mein milenge abb yaara.
