Lrc Player

6628161014405797890 (online-audio-converter.com)

Unknown artist
[04:20.96]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.39] Tu hai sautan mem ki

[00:38.39] Pathshala prem ki

[00:40.89] Hum angootha chhaap

[00:43.14] Imtehaan legi kya

[00:45.14] Tu hai sautan mem ki

[00:47.89] Pathshala prem ki

[00:50.14] Hum angootha chhaap

[00:52.39] Imtehaan legi kya

[00:54.39] Dhadkano ki chaal pe

[00:57.14] Iss keharwa taal pe

[00:59.39] Le chuki aalaap

[01:01.39] Uspe taan legi kya

[01:03.64] Suraiyya jaan legi kya?

[01:06.89] Suraiyya jaan legi kya?

[01:11.64] Suraiya bas kar bas kar yaar

[01:15.89] Suraiya jaan legi kya?

[01:17.64] Suraiya-jaan meri jaan

[01:19.89] Meri jaan legi kya?

[01:22.14] Suraiya jaaaan legi kya?

[01:25.64] Haaye ghar Suraiyya-jaan ke

[01:29.89] Sar jhuka ke aaye ho

[01:32.14] De chuki hai darsan

[01:34.39] Ab parsaad degi kya

[01:36.14] Ghar Suraiyya-jaan ke

[01:38.89] Sar jhuka ke aaye ho

[01:41.39] De chuki hai darsan

[01:43.39] Ab parsaad degi kya

[01:45.39] Sabka dil behla chuki

[01:48.39] Thumriya bhi gaa chuki

[01:50.89] Baandh ke ab saath mein

[01:53.14] Aulaad degi kya?

[01:54.89] Suraiyya jaan degi kya?

[01:57.89] Suraiyya jaan degi kya?

[02:02.64] Suraiyya bas kar bas kar yaar

[02:06.64] Suraiyya jaan legi kya?

[02:08.64] Suraiyya-jaan meri jaan

[02:11.14] Meri jaan legi kya?

[02:13.14] Nahi toh jaan degi kya?

[02:16.64] Hoye meri nazron mein

[02:48.14] Sab ek hai

[02:50.14] Meri nazron mein sab ek hai

[02:53.39] Kya General kya sipahiya

[02:55.64] Sab ke dil mein khushfehmi hai

[02:58.39] Wo hi hai mera saiyaan

[03:00.39] Haan do pal ki gustaakhi toh

[03:02.89] Hanste hanste deti hai

[03:05.39] Mohabbat ka darja Suraiyya

[03:07.89] Arre arre arre

[03:10.64] Kal ko upar jaana hai

[03:12.39] Jaake muh dikhana hai

[03:14.64] Thoda toh sudhar ja Suraiya

[03:17.14] Arre bas bhi kar Suraiyya

[03:21.39] Rab se darr Suraiyya

[03:23.64] Hai dil tera ya patthar Suraiyya

[03:26.64] Saari jaydaat aur mehakmein

[03:30.89] Likh diye hai inhone tere haq mai

[03:33.64] Inn thago se inn thago se inn thago se

[03:37.39] Ab tu Hindostan legi kya…?

[03:38.89] Suraiyya jaan legi… haan!