Lrc Player

Awaara

Altamash Faridi
[05:12.32]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:14.31] Phir se wahin dil le aaya mujhe

[00:22.06] Hai bas jahaan teri meri wafaa

[00:24.71] Kehta hai ye ishq ki raah se

[00:31.35] Phir ek dafaa hum guzar lein zara

[00:31.66] Paas laaya tere, yun sataaya mujhe

[00:31.90] Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..

[00:31.90] Ho aawara aawara, awaara awaara

[00:32.16] Aawara aawara, dil awaara hua (x2)

[00:32.16] Kabhi pehli barish min ye khwahishein jagayein

[00:32.44] Kabhi isme chal rahi dhadkan ko badhayein

[00:32.70] Fitrat se ye besabar bas tujhko bulaaye

[00:32.70] Doori ka jo aalam ho to khoob rulaaye

[00:32.96] Phir kitni bhi koshish kar lu dil sambhal na paye

[00:32.96] Paas laaya tere, yun sataya mujhe

[00:33.23] Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..

[00:33.23] Ho awara awara, awara awara

[00:33.50] Aawara awaara, dil awaara huaa (x2)

[00:33.76] Chal phir unn galiyon me kahin hum kho jaayein

[00:33.76] Jahaan chalti thi mohabbat ki taaza hawaayein

[00:34.03] Wahaan phir se ajnabi kyun na ho jaayein

[00:34.03] Phir se ek dooje ko aa chal milwaayein

[00:34.32] Tujhe milke aawaargi ka mausam phir aaye

[00:39.09] Paas laaya tere, yun sataya mujhe

[00:39.88] Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..

[00:40.41] Ho awara awara, awara awara

[00:40.94] Aawara awaara, dil awaara huaa (x2)