lv_0_20230328153448
[14:38.70] Main bhi na jaane kaha kho gaya tha
[14:44.01] Zindagi bhi mujhse khafa ho gayi
[14:49.24] Jis din ki is dil ne khudse mohobat
[14:54.73] To zindagi bhi mujhpe fida ho gayi
[14:59.76] Mere paas nahi hai koi saath nahi hai
[15:04.50] Or na hai ab kisika intezaar kahi
[15:10.23] Tere baare mai na sochu aisi raat nahi hai
[15:15.51] Par tu tode dil mera teri aukaat nahi
[15:20.75] *drop*
[15:42.99] Ankhon mai dhuan tha maine dekha hi nahi
[15:48.01] Khushi peeche hi thi khadi daabe ye hassi
[15:53.23] Dil bhi bola sunn baaware ankhiyon ke dushman
[15:58.52] Naa mai kabhi tuta tha na khoya tha kabhi
[16:03.49] Tere paas yahi hu ye awaaz mai hi hu
[16:08.74] Ye kahani teri meri hai zamane ki nahi
[16:13.98] Mai dhadakta rahu tu bhi yu hast rahe
[16:19.76] Duniya jaye saali bhaad mai koi parwa hi nahi
[16:35.02] *drop*
[17:01.47] Ek raat jaaga main maine dekha tha saweraa
