Lrc Player

Kaam 25

Divine
[02:29.62]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.49] Kaam 25

[00:00.99] Divine

[00:03.73] Kaam 25 hai

[00:05.98] Bole toh

[00:07.73] Game over

[00:09.48] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:11.48] Ram naam satya ye khule aam hatya yeh

[00:14.47] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:16.74] Sun le tu ache se darr ja marne se

[00:19.48] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:21.98] Mere jaise 1 tere jaise 36 hai

[00:24.48] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:26.98] Bole toh... Game over!

[00:29.72] Kaam pachees hai

[00:30.99] Mat dikha battisi

[00:31.99] Mar jayega galti se

[00:33.00] Gayab tu dharti se

[00:34.23] Chalta ye sher bole

[00:35.48] Apni hi marzi se

[00:36.73] Gardi mein fark nahi

[00:37.75] Charsi aur wardi mein

[00:39.48] Rajneeti mein yahan sabse zyada paisa kyun hai

[00:41.98] Public ko nahi dikhta waise wala paisa kyun hai

[00:44.22] Public ki seva phir paise wala neta kyun hai

[00:46.48] Mumbai shehar sabko kam zyada deta kyun hai

[00:49.23] Alag kutte yeh kaat'te ye bhonkte nahi

[00:51.73] Alag ghode yeh thokte ye daudte nahi

[00:54.22] Yahaan pe naam kaam karta hai

[00:56.22] Police wala bhi bola

[00:58.48] Mera star bahut halka hai

[00:58.98] Scene thoda dhalta hai

[01:00.47] Game hona sabka hai

[01:01.98] Agar tu zinda phir jee le na beta

[01:03.98] Bambai shehar chillum taiyar hai

[01:05.73] Ab pi le na beta

[01:07.23] Seedha scene hai beta

[01:08.73] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:10.47] Ram naam satya ye khule aam hatya yeh

[01:12.98] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:15.22] Sun le tu ache se darr ja marne se

[01:17.98] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:20.98] Mere jaise 1 tere jaise 36 hai

[01:23.28] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:26.22] Bole toh... Game over!

[01:28.47] Raaste mein khadde nahi

[01:29.48] Khaddon mein raaste hain

[01:30.74] Chhaati hai chodi

[01:31.74] Kyunki Bambai har saans mein hai

[01:33.23] Darna kis se

[01:33.98] Jab samundar bhi saath mein hai

[01:35.48] Paani hai gehra aur

[01:36.73] Shooter sab shark se hai

[01:38.23] Aaya raakh se tu

[01:39.48] Jayega bhi raakh mein

[01:40.25] Dimaag mein yeh daal de

[01:41.49] Tu shatir har har chaal mein

[01:42.72] Hoon shaatir wohi town mein

[01:44.24] Kaam mein lagao

[01:45.22] Agar sahi sa amount hai

[01:46.47] Chhote zara count de

[01:48.74] Khilane wale hath ko nahi kaatne ka

[01:50.74] Milane wale hath ko nahi chaatne ka

[01:52.73] Teri hai thali toh apne mein khaane ka

[01:55.23] Apni harqaton ko dusron mein baantne ka

[01:58.22] Yeh Bambai waali rule chote cool chote

[01:59.97] Class aane ke liye thoda padhna padta school chote

[02:02.98] Mat bhool chote

[02:03.98] Number one rule chote

[02:04.98] Baap hota baap aur tu toh mera phool chote

[02:07.49] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:09.48] Ram naam satya ye khule aam hatya yeh

[02:11.97] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:13.97] Sun le tu ache se darr ja marne se

[02:16.73] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:19.24] Mere jaise 1 tere jaise 36 hai

[02:21.98] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:25.48] Bole toh... Game over!

[02:26.98] @samykratos20