Mera Saman Kahan Hai?
[00:12.12] (Andar kyu khadaa? Baahar aa na...Baahar aa na)
[00:19.27] AA DEKH!
[00:20.32] Rakhe tinke sajaa ke
[00:21.83] Fevicol diwaar banaa ke
[00:23.42] Aaa
[00:24.24] Bedimaag siyaape
[00:25.71] Moh kapaal makaan banaa hai
[00:27.48] Aaa
[00:28.24] Dere raat subah ke
[00:29.60] Mujhe rakha rakhwaal banaa ke
[00:31.18] Aaa
[00:32.01] Mera sammaan kahan hai?
[00:33.71] MERA SAMAN KAHAN HAI?
[00:35.34] Aaa
[00:36.07] Public taake taake
[00:37.49] Thulle mere laafe bajaa dein
[00:39.24] Saktaa toh jata main jaun kahan pe?
[00:41.41] Aree bhai mere jaau kahan pe
[00:43.36] Hua savera katti raatein
[00:45.07] Niklaa ghar se bhaage bhaage
[00:47.32] Bas ek glass pilaa de
[00:49.01] Please bhai please yaar
[00:51.05] Dhoondta dharaa main Dhoondhun sara aasman Dhoondhun paidal jahaan
[00:54.38] Esteem kahan - Exposure mila - Maine pet bharaa
[00:57.25] Thank you bhaiya
[00:58.33] Aap hi ki kripa
[00:59.35] Din chaltaa Na hai chintaa
[01:01.20] Haan main badhiya - Ji sab badhiya - Ji main kutta Bandha patta
[01:05.09] Okay bhaiya
[01:06.08] Lo ghar main chalaa
[01:07.26] Tumse mila Miti sab shankaa
[01:08.95] Din se sandhyaa Bajun har ghanta
[01:11.02] Ghoome pankhaa Hu main latkaa
[01:12.82] Rassi se bandhaa Sang ghoomne lagaa
[01:15.18] Aaye mazaa Haaye dhuan Hoon main kahan?
[01:17.81] Mujhko de bataa Ghar ka rastaa Bhool gaya
[01:20.88] Makaan mera Ghar mujhko leja
[01:26.97] Aakhon pe parde
[01:28.40] Chukte na mere Laakhon ke karze
[01:30.70] Iraadon ke phande
[01:32.28] Server hai down aur Bheja bhi band hai
[01:34.49] Aakhein bhi nam hai Saasein bhi kam hai
[01:36.22] Nazar bhi dhundhli Nikle dam hai
[01:38.22] Dabtaa jata re Neel moh kanthh hai
[01:40.26] Chhod mera galaa Ye Kaisi ghutan hai? Aaa
[01:42.59] Tan dhasein saanp Ke phan hain Aa
[01:44.51] Bas kaaton ki Chubbhan hai Aa
[01:46.46] Phirtaa hoon Pehne kafan Main moosa banaa
[01:48.76] Ghar kaali surang hai Aa
[01:50.66] Kutrun jo - Mujhpe kafan hai
[01:52.24] Dhundun shamshaan Kahan hai?
[01:54.33] Mera samman kahan hai?
[01:56.28] Mera saman kahan hai?
[01:58.02] Ruk naa
[01:59.75] Ruk ruk ruk ruk Ruk ruk ruk na
[02:02.16] Mere glass ko bharde Tu itna
[02:03.59] Main bhoolna chaahu Tanhaa main kitnaa
[02:05.52] Main Tootna chaahu Jhooth palaa hu
[02:07.67] Jhooth ke bal pe Main bhoo pe khadaa hoon
[02:09.83] Sachaa samvaad kahan hai?
[02:11.65] Mera saman kahan hai?
[02:14.25] Hatt jaa
[02:15.36] Pyaasa main tath pe - Saans hoon bhartaa
[02:17.56] Naseeb mein tha hi na jal
[02:19.38] Toh sookha galaa - Mehsoos main kartaa
[02:21.99] Boond jo barsega baadal
[02:23.47] Ab ki baar tujhe de dunga dhakka
[02:25.81] Mere hisse ka paani khatam
[02:27.22] Tera kaat ke pet main chheen bhi saktaa
[02:29.49] Cheel si aakhon se cheer du tujhko
[02:31.23] Neer mere gardan ko mangtaa
[02:33.39] Aree haaye haaye Kaisa ye ladkaa?
[02:35.37] Hath lagaa dekh Kartab kartaa
[02:37.60] Mohalle mein Phailegi charchaa
[02:39.78] Kataa tera Naak kahan hai?
[02:41.63] Tera sammaan Kahan hai?
[02:43.75] Tera saman?
[02:45.52] End
