WOH
[00:00.00] Hum to doobe hain unki tasveeron mein
[00:05.46] Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
[00:10.94] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[00:15.70] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[00:20.42] Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha
[00:25.85] Uski baaton ke afsaane likhne baitha
[00:31.00] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[00:35.99] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[00:40.91] Hum to doobe hain unki tasveeron mein
[00:46.06] Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
[00:51.22] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[00:56.43] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[01:00.84] Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha
[01:06.37] Uski baaton ke afsaane likhne baitha
[01:11.41] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[01:16.33] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[01:21.59] Haan maine kari yeh khata liya mera side
[01:24.46] Galti chhupake saare black ko kiya white
[01:26.75] Mere bina she's dying failaun main afwayein
[01:29.44] Kaafi sara kehna par pata nahi tu kahan hain
[01:31.89] Jaise miss main karun baby you miss me kya
[01:34.22] Mere birthday mein beta tune wish nahi kiya
[01:36.74] Dino strong hai bata ye tujhe kisne kaha
[01:39.21] Khair ab to jhelna padega pain ye hisse ka
[01:41.85] Kya purane apne chats ko tu karti hogi read
[01:44.40] Kya tu type karke messages karti hogi delete
[01:46.90] Kya tu bhi puchhna chahti hai ki kaisa hai tu d
[01:49.34] Kya tu bhi try kar rahi hai are you trying to reach
[01:52.03] Tere khayal mein nahi hoon par tu khyal rakhna
[01:54.56] D saath mein nahi thoda malaal rakhna
[01:56.98] Jo bhi tha mere paas woh hua exhaust
[01:59.54] Wapis pyaar karne ki karun majaal ab naa
[02:01.89] Hum to doobe hain unki tasveeron mein
[02:06.86] Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
[02:12.19] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[02:17.09] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[02:21.87] Khayaal tera dil se mitaya nahi abhi
[02:24.44] Tu gayi fir dil yeh lagaya nahi kabhi
[02:26.90] Bewafa maine tujhko bulaya nahi abhi
[02:29.21] Pyaar kiya bas tujhe ginwaya nahi kabhi
[02:31.92] Bass ginni barsaat aur tere diye gum
[02:34.49] Dil maane nahi baat ke ab saath nahi hum
[02:36.89] Bhole baba thoda karo in kashton ko kam
[02:39.28] Mere saath kaali raat aur ek poori bottle rum
[02:41.96] Poori raat nahi sober daaru badi pee hai
[02:44.59] Yeh jo mohabbat khayalon mein hi jee hai
[02:47.20] Hum to mare jaa rahe hain milne ko
[02:49.41] Kya tune bhi milne ki koshish kabhi ki hai
[02:52.18] Meri yaad mein tu royi roti khayi tune nahi hai
[02:54.73] Dosto ko bola mere baare bura nahi hai
[02:57.41] Chhod ke tu gayi par banda khada wahin hai
[02:59.97] Galat bas hum woh to ladki hai to sahi hai
[03:02.48] Hum to doobe hain unki tasveeron mein
[03:07.53] Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
[03:12.86] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[03:17.76] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[03:23.00] Yeah,
[03:23.73] Jo dikhe naa woh dard nahi kya
[03:26.11] Mahaul yeh sard nahi kya
[03:28.72] Aansu naa dikhe aankhein hain kiski
[03:31.32] Jo rota hai woh mard nahi kya
[03:33.77] Yeh bata mujhe ke kaun nahi rota
[03:36.14] Main hamare kamre mein nahi sota
[03:38.66] Light band TV on nahi hota
[03:40.64] Main hoon old school
[03:41.67] Mujhse move on nahi hota
[03:43.76] jaane woh kaha gayi
[03:45.46] Pehle bhi lade hain yeh pehli dafa nahi
[03:47.90] Par kabhi aisi huyi woh khafa nahi
[03:50.45] Galti hai meri woh bewafa nahi
[03:54.40] Maine aisa kyon kiya
[03:55.78] Pichhle mahine cancel har show kiya
[03:58.38] Kal flight mein yun hi baithe baithe ro diya
[04:00.74] Tere jaane pe pata chala maine kya kho diya
[04:03.07] Hum to doobe hain unki tasveeron mein
[04:08.04] Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
[04:13.35] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[04:18.49] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[04:23.03] Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha
[04:28.32] Uski baaton ke afsaane likhne baitha
[04:33.72] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[04:38.72] Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
[04:43.26] Rahun main jaise
[04:44.01] Dooba dooba dooba sa
[04:46.56] Soona soona soona sa
[04:49.18] Bhoola bhoola bhoola sa
[04:51.35] Tere Bin
[04:53.39] Rahun main jaise
[04:54.28] Dooba dooba dooba sa
[04:56.59] Soona soona soona sa
[04:59.32] Bhoola bhoola bhoola sa
[05:01.56] Tere Bin
[05:03.45] Lagu mai jese
[05:04.41] Dooba dooba dooba sa
[05:06.60] Soona soona soona sa
[05:09.22] Bhoola bhoola bhoola sa
[05:11.51] Tere bin
[05:13.59] Rahu mai jese
[05:14.57] Dooba dooba dooba sa
[05:16.73] Soona soona soona sa
[05:19.30] Bhoola bhoola bhoola sa
[05:21.67] Tere bin
[05:23.54] END.
