Lrc Player

Jaan Ban Gaye

Unknown artist
[03:31.73]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:15.89] Ehsaas ki jo jubaan ban gaye

[00:29.66] Ehsaas ki jo jubaan ban gaye

[00:37.18] Dil mein mere mehmaan ban gaye

[00:44.69] Aap ki tareef mein kya kahe

[00:51.95] Aap humari jaan ban gaye

[00:59.46] Aap humari jaan ban gaye

[01:06.73] Aap hi rab aap imaan ban gaye

[01:13.99] Aap humari jaan ban gaye

[01:34.77] Qismat se humein aap humdam mil gaye

[01:42.04] Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye

[01:49.55] Socha jo nahin woh hasil ho gaya

[01:56.56] Chahun aur kya ke khuda de ab mujhe

[02:04.33] Rab se mila ek ayaan ban gaye

[02:11.59] Khwabo ka mere muqaam ban gaye

[02:18.86] Aap ki tareef mein kya kahe

[02:26.11] Aap humari jaan ban gaye

[02:33.64] Aap humari jaan ban gaye

[02:40.39] Aap hi rab aap imaan ban gaye

[02:48.15] Aap humari jaan ban gaye

[02:54.16] Deen hai ilaahi mera maan hai maahi

[02:57.92] Main to sajda karun unko

[03:01.67] Arz rubaani meri farz gawahi

[03:04.93] Meri ishq hua mujhko

[03:08.93] Deen hai ilaahi mera maan hai maahi

[03:12.18] Mai to sajda karun unko

[03:15.95] Arz rubaani meri farz gawahi

[03:19.46] Meri ishq hua mujhko