MAT AAZMA RE
[00:22.30] Mat aazma re, phir se bula re
[00:27.42] Apna bana le hoon beqaraar
[00:32.81] Tujhko hi chaha dil hai ye karta
[00:38.05] Aa betahasa tujhse hi pyaar
[00:43.55] Hasratein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[00:48.80] Khwaishein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[00:54.31] Chahatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[00:59.56] Mannatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[01:27.13] Hum zaar zaar rote hain
[01:29.31] Khud se khafa bhi hote hain
[01:32.55] Hum ye pehle kyun na samjhe tum fakht mere
[01:37.38] Dil ka qaraar khote hain
[01:39.88] Kahaan chain se bhi sote hain
[01:43.37] Humne dil me kyun bichhaaye shaq ye gehre
[01:47.63] Hasratein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[01:52.88] Khwaishein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[01:58.11] Chahatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[02:03.37] Mannatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[02:30.65] Tere hi khwaab dekhna, teri hi raah taakna
[02:35.40] Tere hi vaaste hi hai meri har wafa
[02:40.64] Teri hi baat sochna, teri hi yaad odhna
[02:46.16] Tere hi vaaste hai meri har duaa
[02:57.64] Tera hi saath maangna, Teri hi baah thaamna
[03:02.15] Mujhe jaana nahi kahin tere bina
[03:07.65] Tu mujhse phir na roothna
[03:10.16] Kabhi kahin na chhootna
[03:12.90] Mera koi nahi yahaan tere siva
[03:18.14] Hasratein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[03:23.40] Khwaishein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[03:28.64] Chahatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[03:34.14] Mannatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
[04:02.19] Written by:
[04:03.69] Sayeed Quadri
