Jaane Kya dhoondta hai
[00:52.97] Jaane kya dhoondta hai, ye mera dil
[00:57.68] Tujhko kya chaahiye zindagi
[01:18.49] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[01:23.55] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[01:38.18] Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar
[01:47.18] Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
[02:01.63] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[02:16.34] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[03:10.82] ek chehra sa koi sapna hai voh
[03:28.89] Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
[03:34.24] Aise mere andar shaamil hai voh
[03:38.17] Main hoon behta dariya, saahil hai voh
[03:43.52] Hai kahan voh, voh kidhar hai, raaste kuch to bata
[03:52.80] Kaun sa uska nagar hai, rehguzar kuch to bata
[04:01.80] Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
[04:10.52] (Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
[04:14.74] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
[05:31.93] Soona sa hai mandir, moorat nahin
[05:37.55] Khaali hai aaina, soorat nahin
[05:41.77] Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
[05:45.99] Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho
[05:51.05] Shama hai jo mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon
[06:00.62] Door tak koi nahin hai, apni chaahat kisko doon
[06:09.90] Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
[06:18.34] (Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
[06:23.68] Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
