Mere Samne Wali Khidki Mein(MyMp3Song)
[00:01.25] Are Hai
[00:03.50] La La La La La La La La La La La La La Lah
[00:22.50] Hmmm He Hee
[00:28.50] Mere Saamne Waali Khidki Mein
[00:31.75] Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
[00:35.25] Mere Saamne Waali Khidki Mein
[00:38.76] Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
[00:42.27] Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
[00:45.50] Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai
[00:49.25] Mere Saamne Waali Khidki Mein
[00:52.50] Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
[01:09.75] Jis Roz Se Dekha Hai Usko
[01:13.01] Ham Shamaa Jalaana Bhool Gaye
[01:16.75] Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
[01:20.00] Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
[01:23.75] Ab Aath Pahar In Aankhon Mein
[01:27.00] Vo Chanchal Mukhda Rehta Hai
[01:30.50] Mere Saamne Waali Khidki Mein
[01:33.74] Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
[01:56.24] Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
[01:59.49] Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
[02:06.75] Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
[02:09.77] Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
[02:13.25] Par Uski Ek Jhalak Ko Ham
[02:16.76] Ai Husn Ke Maalik Taras Gaye
[02:20.25] Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
[02:23.50] Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai
[02:26.97] Mere Saamne Waali Khidki Mein
[02:30.49] Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
[02:34.03] Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
[02:37.50] Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai
[02:41.03] Mere Saamne Waali Khidki Mein
[02:44.26] Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
