Sparkle (Hindi Cover)
[00:00.96] (Music)
[00:19.26] Aao sunaau wo daastaan
[00:23.54] Jisme ruh chunte jismo ko
[00:27.25] Jaha pe leti hai panaah
[00:31.22] Jahaan se pare hai wo
[00:34.95] Bahaar ki tarah hasin
[00:39.20] Jaise phool ki kali kahil rahi ho
[00:42.66] Pankhudiyon ki tarah uske hoth
[00:46.64] Muskura rahe the jo
[00:50.10] (Music)
[01:05.76] Pal ye tab se thham gaya
[01:09.74] Jab se dekha aakhon me maine uske
[01:13.74] Mera jahaan badal gaya
[01:17.44] Jab wo guzri mujhse
[01:19.75] Le chali wo mujhko
[01:23.65] Apne jaadui hasin duniya me
[01:28.88] Khushbu ghula hua hai hawaaon me
[01:32.87] Jisme baheka hua mai
[01:36.52] Apne sapno me dekha tha maine wo jahaan hasin
[01:40.50] Raheti hai jaha pe shama wo kahi
[01:44.23] Jisne thhame hua hai kuad me mujhko
[01:47.94] Dhadkano me mere hai sirf naam uska hi
[01:55.40] Han
[01:59.12] Kya kabhi tumhe bhi hai pyaar hua
[02:03.37] Pal-pal har-pal aata naa sukun
[02:07.34] Saaso se han zubaan tak
[02:11.08] Kya kisi ne kaabu hai kiya
[02:15.33] Han mujhe ahetebaar hua
[02:18.78] Kaho na kaha ho tum chhipe
[02:22.82] Aao banaay hum aisa jahaan
[02:26.55] Naa ho juda
[02:28.42] Naa ho khatam
[02:30.83] Saath rahe yu hum
[02:34.80] (Break)
[02:39.05] Kabhi yu dono hum mile
[02:42.51] Bichhde dono hum kabhi duriyon se
[02:46.50] Inn hazaaron milon ko
[02:50.75] Juda karenge khud se
[02:53.67] (Music)
[03:09.60] Apna naam toh bataao
[03:13.60] Dhundh saku jisse khud me mai tum ko
[03:17.31] Rakho na mujhko uljhan me
[03:21.04] Raah dikha do mujhko
[03:25.57] Aahaten hawaaon ki
[03:29.53] Zaahir kar rahi kahaani uss waqt ki
[03:33.53] Jab sitaare gir pade
[03:37.24] Mujhe Pukaara tumne
[03:40.44] Mai nikal pada bachaane ke liye han tumko
[03:44.14] Waqt bhi naa thham sakega mujhko
[03:47.80] Tod diya samay ke zanziro ko
[03:51.84] Ghumaaya khuda ne firse saare paher ko
[03:59.29] Han
[04:03.54] Kya kabhi tumhe bhi hai pyaar hua
[04:07.51] Pal-pal har-pal aata naa sumun
[04:11.24] Saaso se han zubaan tak
[04:15.22] Kya kabhi
[04:17.07] Kisine
[04:18.90] Kaabu kiya
[04:23.20] (Break)
[04:27.18] Aisi yu na daro
[04:30.64] Sang tumhaare mai hun
[04:34.62] Raaton se mai sawera
[04:38.08] Laaya tumhaare liye hun
[04:42.07] Muskura bhi do naa zara tum
[04:46.04] Khushiyan laaya mai yaha hun
[04:49.77] Intezaar bahaaron ki hai subah
[04:53.70] Toh chalo khade ho jaao na zara
[04:57.73] Kholo aakhon ko zara
[05:05.70] (Music)
[05:20.85] Kya kabhi tumhe bhi hai pyaar hua
[05:24.82] Pal-pal har-pal aata naa sukun
[05:28.82] Saaso se han zubaan tak
[05:32.53] Kya kisi ne kaabu hai kiya
[05:36.50] Han mujhe ahetebaar hua
[05:39.97] Kaho na kaha ho tum chhipe
[05:44.24] Aao banaay hum aisa jahaan
[05:47.63] Naa ho juda
[05:49.77] Naa ho khatam
[05:52.16] Saath rahe yu hum
[05:58.78] (Music & Harmonies)
[06:30.67] (Music ending)
