Darshan Raval - Bhula Diya
[00:01.74] ...
[00:35.52] Teri aankhon ki gehrayi mein
[00:39.49] Sama gaye hai hazaro gham
[00:42.42] Jo inme mila hai sukoon mujhe
[00:46.67] Kahi nahi hai khuda kasam
[00:49.60] Teri nigahon ne jaana mujhko
[00:53.58] Naseeb mera dikha diya
[00:56.51] Har ek manzil se meri mujhko
[00:59.98] Bas ek lamhe ne mila diya
[01:06.88] Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
[01:12.20] Tere naam se
[01:14.33] Maine khud ko bhula diya
[01:17.53] Bhula diya
[01:21.25] Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
[01:26.57] Tere naam se
[01:28.42] Maine khud ko bhula diya
[01:31.35] Bhula diya
[01:35.87] ...
[02:04.55] Hmm…
[02:08.01] Saansein na chale
[02:10.40] Tere bina aisa lage
[02:13.86] Jaise ki saara jahaan tham gaya
[02:18.63] Shaamein na dhale
[02:20.76] Tere bina subha na ho
[02:24.21] Aise ki mausam tu hi ban gaya
[02:28.46] Teri panahon ne mujhko toh
[02:31.65] In ehsaaso mein duba diya
[02:35.36] Teri ibadaton ne mujhko
[02:38.83] Sajdo ke kaabil bana diya
[02:47.86] Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
[02:53.16] Tere naam se
[02:54.76] Maine khud ko bhula diya
[02:57.94] Bhula diya
[03:01.93] Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
[03:06.98] Tere naam se
[03:08.83] Maine khud ko bhula diya
[03:12.04] Bhula diya..
[03:16.56] ...
