Lrc Player

Tera chehra

Arijit Singh
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:08.50] Main raat din yeh dua karoon

[00:13.29] Tere liye main jiyoon maroon

[00:17.54] Chaaro pehar tujhe dekha karoon

[00:21.56] Mera jahan yeh tujhpe fana karoon

[00:26.63] Zikra tumhara jab-jab hota hai

[00:33.29] Dekho na hotho pe tera ehsas reh jata hai

[00:42.59] Mere har raste ko manzil mill jaye

[00:53.49] Tera chehra jab nazar aaye

[01:02.27] Tera chehra jab nazar aaye

[01:47.23] Berang hawayein mujhe na jane

[01:51.75] De gayi sada kyun abhi abhi

[01:56.28] Hai sarfaroshi yeh ashiqui bhi

[02:00.81] Jayegi jaan meri ismein kabhi

[02:05.06] Zikra tumhara jab-jab hota hai

[02:11.97] Dekho na har lamha teri dastan Keh jata hai

[02:20.75] Meri har ik tadap ko sukun mil jaye

[02:32.20] Tera chehra jab nazar aaye

[02:41.25] Tera chehra jab nazar aaye