Lrc Player

Hawayein

Arijit
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:15.53] Tujhko… main rakh loon wahaan

[00:00.00] Jahaan pe kahin

[00:00.00] Hai mera yaqeen

[00:00.00] Main jo… tera naa huaa

[00:00.00] Kisi ka nahin…

[00:00.00] Kisi ka nahin..

[00:00.00] Le jaayein jaane kahaan

[00:00.00] Hawayein, hawayein…

[00:00.00] Le jaayein tujhe kahaan

[00:00.00] Hawayein, hawayein…

[00:00.00] Begaani hai yeh baaghi

[00:00.00] Hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaaye mujhe kahan

[00:00.00] Hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

[00:00.00] Na tujhko pataa…

[00:00.00] O…

[00:00.00] Banaati hai jo tu…

[00:00.00] Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale

[00:00.00] Inhi mein to meri…

[00:00.00] Subah bhi dhalein

[00:00.00] Shamein dhalein

[00:00.00] Mausam dhalein

[00:00.00] Khayalon ka shehar…

[00:00.00] Tu jaane tere hone se hi aabaad hai

[00:00.00] Hawayein haq mein…

[00:00.00] Wohi hai aate jaate jo tera naam le

[00:00.00] Deti hain jo sadayein

[00:00.00] Hawayein, hawayein

[00:00.00] Na jaane kya batayein

[00:00.00] Hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaaye tujhe kahaan

[00:00.00] hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaaye mujhe kahaan

[00:00.00] Hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

[00:00.00] Naa tujhko pataa…

[00:00.00] O…

[00:00.00] Chehra.. kyun milta tera

[00:00.00] Yun khwabon se mere

[00:00.00] Ye kya raaz hai?

[00:00.00] Kal bhi.. meri na thi tu

[00:00.00] Naa hogi tu Kal

[00:00.00] Meri aaj hai 🙂

[00:00.00] Teri hai meri, saari wafayein wafayein

[00:00.00] Maangi hai tere liye duaayein duaayein

[00:00.00] Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein

[00:00.00] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[00:00.00] Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein) (x2)

[00:00.00] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[00:00.00] Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein) (x2)

[00:00.00] O…