ek_mulakat_mein_baat_hi_baat_me_karaoke_With_lyrics(256k)
[00:12.86] Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
[00:17.91] Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
[00:34.64] Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
[00:37.84] Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
[00:43.40] Musalsal nazar barasti rahi
[00:48.45] Taraste hain hum bheege barsaat mein
[00:53.23] Ik mulaqaat...
[00:55.89] Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
[01:00.94] Unka yun muskurana ghazab ho gaya
[01:05.98] Kal talak woh jo mere khayalon mein thhe
[01:10.50] Rubaru unka aana ghazab ho gayaa..
[01:15.82] Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
[01:20.59] Asar dekho na jaane kab ho gaya
[01:25.91] Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
[01:30.16] Unka yun muskurana ghazab ho gaya
[01:58.58] Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
[02:03.36] Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
[02:09.21] Aankhon ka aitbaar mat karna
[02:12.13] Ye uthey to qatl-e-aam karti hain
[02:15.57] Koi inki niagaahon pe pehra lagaao yaaron
[02:18.50] Ye nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain
[02:23.54] Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
[02:28.33] Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
[02:33.37] Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha hai
[02:38.44] Jal raha dil mera kyun pata kuch nahi
[02:43.22] Kyun khayaalon mein kuch barf si gir rahi
[02:47.73] Ret ki khwahishon mein nami bhar rahi
[02:52.78] Musalsal nazar barasti rahi
[02:57.84] Taraste hain hum bheege barsaat mein
[03:02.88] Ek mulaqat...
[03:08.46] Ik mulaqat mein, baat hi baat mein
[03:12.97] Unka yun muskurana ghazab ho gaya
[03:18.28] Kal talak jo mere khayalon mein thhe
[03:23.32] Rubaru unka aana ghazab ho gaya
