Lrc Player

Kiya Kiya

Akshay Kumar
[04:08.42]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:09.76] Hosh uda deta hai mera

[00:14.04] Noor-e-mujassim aisa tera

[00:30.82] Tera sarapa aisa hai humdum

[00:36.93] Tera sarapa aisa hai humdum

[00:43.85] Jaise chamke dhoop mein shabnam

[00:50.29] Jabse hum hain tumse mile

[00:51.64] Kasam hum rahe nahi hum

[00:53.24] Ho kiya kiya kya kiya

[00:55.12] Kya kiya re sanam

[00:56.47] Kiya kiya kya kiya

[00:58.33] Kya kiya re sanam

[01:17.51] Chehre pe tere hai roshan savera

[01:20.45] Zulfon mein teri hai dilkash andhera

[01:23.64] Jaane jaan lo meri jaan

[01:25.24] Main tujhpe jaan de doon

[01:26.84] Dil kya cheez hai

[01:28.17] Dil ke saare armaan vaan de doon

[01:30.56] Chehre pe tere hai roshan savera

[01:33.74] Zulfon mein teri hai dilkash andhera

[01:36.93] Meri nazar mein tu aisa hai jaanu

[01:40.67] Rab jaane mera sacchi

[01:41.72] Aur mere hi jaanu

[01:43.87] Kya keh diya hai tumne yeh jaanam

[01:50.25] Kya keh diya hai tumne yeh jaanam

[01:57.18] Ho jabse hum hain tumse mile

[01:58.25] Kasam hum rahe nahi hum

[01:59.86] Ho kiya kiya kya kiya

[02:01.97] Kya kiya re sanam

[02:03.30] Kiya kiya kya kiya

[02:05.17] Kya kiya re sanam

[02:06.77] Teri adayein humein bekhud banayein

[02:30.49] Jadoo chalayein koyi jadoo chalayein

[02:33.69] Dil ki baat meri dil ki baat

[02:34.51] Jo tumne jaan li hai

[02:36.91] Tumko kya khabar tumne jaan meri

[02:38.51] Meri jaan li hai

[02:40.65] Teri adayein humein bekhud banayein

[02:43.88] Jadoo chalayein koyi jadoo chalayein

[02:47.32] Mere khayalon mein din raat ho tum

[02:50.54] Meri wafa ho mera sath ho tum

[02:54.28] Kya keh diya hai tumne yeh jaanam

[03:00.66] Kya keh diya hai tumne yeh jaanam

[03:06.80] Ho jabse hum hain tumse mile

[03:08.14] Kasam hum rahe nahi hum

[03:09.74] Ho kiya kiya kya kiya

[03:11.90] Kya kiya re sanam

[03:13.53] Kiya kiya kya kiya

[03:15.15] Kya kiya re sanam

[03:23.94] Tera sarapa aisa hai humdum

[03:30.62] Tera sarapa aisa hai humdum

[03:37.27] Jaise chamke dhoop mein shabnam

[03:43.93] Jabse hum hain tumse mile

[03:45.00] Kasam hum rahe nahi hum

[03:46.59] Ho kiya kiya kya kiya

[03:48.46] Kya kiya re sanam

[03:49.80] Kiya kiya kya kiya

[03:51.93] Kya kiya re sanam

[03:53.53] Kiya kiya kya kiya

[03:55.14] Kya kiya re sanam

[03:56.74] Kiya kiya kya kiya

[03:58.34] Kya kiya re sanam

[03:59.95] Kiya kiya kya kiya

[04:02.38] Kya kiya re sanam

[04:03.71] Kiya kiya kya kiya

[04:05.04] Kya kiya re sanam