Chand Sitare
[00:39.16] Chand sitaare phool aur khushboo
[00:46.14] Chand sitaare phool aur khushboo
[00:48.25] Ye to saare puraane hain
[00:51.41] Taaza taaza kali khili hai
[00:54.33] Hum uske deewne hain
[01:09.65] Arre kaali ghatayein barkha saawan
[01:18.68] O kaali ghatayein barkha saawan
[01:21.80] Ye to sab afsane hain
[01:24.98] Taaza taaza kali khili hai
[01:27.91] Hum uske deewne hain
[02:19.73] Andaz hai uske naye naye,
[02:22.91] Hai naya naya deewanapan
[02:31.95] Andaz hai uske naye naye,
[02:35.13] Hai naya naya deewanapan
[02:38.33] Pehnane taj jawaani ka
[02:41.52] Hanske laut gaya bachpan
[02:50.55] Geet ghazal sab kal ki baatein
[02:56.13] O geet ghazal sab kal ki baatein
[03:02.52] Uske naye taraane hain
[03:05.71] Taaza taaza kali khili hai
[03:08.89] Hum uske deewne hain
[04:00.64] Hai roop mein itna saadapan,
[04:03.82] To kitna sundar hoga mann
[04:12.83] Hai roop mein itna saadapan,
[04:16.03] To kitna sundar hoga mann
[04:18.92] Bin gahnein aur singaar bina
[04:22.59] Vo to lagti hai dulhan
[04:31.31] Kaajal bindiya kangan jhumke
[04:37.40] O kaajal bindiya kangan jhumke
[04:43.46] Ye to guzare zamane hain
[04:46.39] Taaza taaza kali khili hai
[04:50.10] Hum uske deewne hain
[05:17.47] Chand sitaare phool aur
[05:19.87] Khushboo ye to saare puraane hain
[05:23.32] Taaza taaza kali khili hai
[05:26.23] Hum uske deewne hain
[05:32.31] Arre kali ghatayein barkha saawan
[05:35.77] Ye to sab afsane hain
[05:38.43] Taaza taaza kali khili hai
[05:41.60] Hum uske deewne hain
