Chupke Se Koi
[00:27.56] Chupke se koi aayega
[00:33.41] Phir meri neend churaayega
[00:38.71] Phir saari raat jagaayega
[00:44.59] Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
[00:49.35] O maine kyoon pyaar kiya
[00:52.55] Yeh dil beqaraar kiya
[00:54.93] O maine kyoon pyaar kiya
[00:57.87] Yeh dil beqaraar kiya
[01:00.53] Mm, chupke se koi aayega
[01:06.64] Phir meri neend churaayega
[01:11.97] Phir saari raat jagaayega
[01:17.55] Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
[01:22.59] O maine kyoon pyaar kiya
[01:25.51] Yeh dil beqaraar kiya
[01:28.17] O maine kyoon pyaar kiya
[01:31.11] Yeh dil beqaraar kiya
[02:07.51] Saanson mein ajab si pyaas jage
[02:13.09] Dil ko jo koi apna sa lage
[02:18.67] Dekhe yeh zamaana pyaar mera
[02:24.26] Sach hota koi sapna sa lage
[02:28.76] Na jaane kya chaahat hai
[02:31.68] Yeh dil ki jo haalat hai
[02:34.61] Guzarti hai mujhpe kya, kaise kahoon
[02:40.46] Ikraar bhi mushkil hone laga
[02:46.04] Inkaar bhi mushkil hone laga
[02:51.62] Ab chain bhi mera khone laga
[02:57.21] Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
[03:01.98] O maine kyoon pyaar kiya
[03:04.92] Yeh dil beqaraar kiya
[03:07.59] O maine kyoon pyaar kiya
[03:10.23] Yeh dil beqaraar kiya
[03:44.28] Is dil mein chhupa toofaan koi
[03:49.59] Nikla na mera armaan koi
[03:55.46] Ek pal bhi mujhe aaraam nahin
[04:00.51] Yeh jaan ke hai anjaan koi
[04:05.82] Deewani main ho jaaoon
[04:08.46] Ke yaadon mein kho jaaoon
[04:11.40] Machalta hai dil mera, main kya karoon
[04:17.76] Betaab si lagti har dhadkan
[04:22.28] Kab suljhegi aakhir yeh uljhan
[04:28.13] Kahin jaan na le le paagalpan
[04:33.70] Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
[04:38.76] Ho maine kyoon pyaar kiya
[04:41.67] Yeh dil beqaraar kiya
[04:44.06] Ho maine kyoon pyaar kiya
[04:46.72] Yeh dil beqaraar kiya
[04:49.63] Aa, chupke se koi aayega
[04:54.68] Phir meri neend churaayega
[05:01.06] Phir saari raat jagaayega
[05:06.64] Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
[05:11.95] O maine kyoon pyaar kiya
[05:14.62] Yeh dil beqaraar kiya
[05:17.26] O maine kyoon pyaar kiya
[05:20.20] Yeh dil beqaraar kiya.
