Afreen Afreen - Rahat Fateh Ali Khan - 320kbps
[00:42.03] Aisa dekha nahi khoobsurat koi
[00:47.26] Jism jaise Ajanta ki murat koi
[00:52.28] Jism jaise nigahon pe jadoo koi
[00:56.77] Jism nagma koi jism khushboo koi
[01:02.27] Jism jaise mehakti hui chandni
[01:07.77] Jism jaise machalti hui ragini
[01:12.26] Jism jaise ke khilta hua ik chaman
[01:17.26] Jism jaise ke suraj ki pehli kiran
[01:22.80] Jism tarsha hua dilkasho dilnashin
[01:27.55] Sandli sandli marmari marmari
[01:35.52] Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
[01:40.02] Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
[01:45.52] Afreen afreen afreen afreen
[01:51.01] Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin
[01:56.02] Afreen afreen afreen afreen
[02:01.01] Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
[02:06.27] Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
[02:32.51] Jane kaisi bandhi tune akhiyon ke dor
[02:37.76] Mann mera khicha chala aaya teri aor
[02:42.59] Mere chehre ki subah zulfon ki shaam
[02:47.52] Mera sab kuch hai piya ab se tere naam
[02:53.02] Nazron ne teri chhua toh hai ye jadoo hua
[02:55.52] Hone lagi hoon main haseen
[03:05.27] Afreen afreen afreen
[03:09.80] Afreen afreen afreen
[03:14.52] Afreen afreen afreen
[03:20.01] Afreen afreen afreen
[03:45.82] Chehra ik phool ki tarah shadaab hai
[03:50.51] Chehra uska hai ya koi mahtaab hai
[03:56.03] Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal
[04:00.78] Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
[04:06.02] Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi
[04:11.02] Chehra ik khwab bhi chehra tabeer bhi
[04:16.27] Chehra koi aliflailvi dastaan
[04:21.29] Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah
[04:26.26] Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi..
[04:34.76] Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin
[04:42.27] Husn-e-jaana ki tareef mumkin nahi
[04:46.53] Husn-e-jaana ki tareef mumkin nahi
[04:52.02] Afreen afreen afreen afreen
[04:57.01] Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin
[05:02.05] Afreen afreen afreen afreen
[05:07.27] Usne jaana ki tareef mumkin nahi…
[05:34.00] (Afreen..afreen..)
