New Text Document
[00:07.99] Ishq woh bala hai
[00:09.85] Ishq woh bala hai
[00:13.04] Jisko chhuaa isne woh jala hai
[00:16.75] Dil se hota hai shuru
[00:19.15] Dil se hota hai shuru
[00:22.07] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:26.59] Kabhi khud se, kabhi khuda se
[00:27.38] Kabhi zamaane se lada hai
[00:31.36] Itna hua badnaam phir bhi
[00:35.35] Har zubaan pe ada hai
[00:56.86] Ishq ki.. saazishein
[00:59.53] Ishq ki.. baaziyaan
[01:09.88] Haara main khel ke
[01:19.71] Do dilon ka juaa
[01:30.60] Kyun tune meri fursat ki
[01:33.25] Kyun dil mein itni harqat ki
[01:35.91] Ishaq mein itni barqat ki
[01:38.56] Ye tune kya kiya..
[01:41.22] Phiru ab maara maara main
[01:43.61] Chaand se bichhda taara main
[01:46.27] Dil se itna kyun haara main
[01:48.93] Ye tune kya kiya..
[01:51.58] Saari duniya se jeet ke
[01:55.33] main aaya hoon idhar
[01:56.93] Tere aage hi main haara
[01:59.85] kiya tune kya asar
[02:02.24] Main dil ka raaz kehta hoon
[02:04.63] Ke jab jab saansein leta hoon
[02:07.29] Tera hi naam leta hoon
[02:09.68] Ye tune kya kiya
[02:33.85] Meri baahon ko teri saanson ki jo
[02:37.30] Aadatein lagi hain waisi
[02:39.69] Jee leta hoon ab main thoda aur
[02:44.47] Meri dil ki ret pe
[02:46.07] Aankhon ki jo pade parchhai teri
[02:50.05] Pee leta hoon tab main thoda aur
[02:54.32] Jaane kaun hai tu meri
[02:56.71] Main naa jaanu ye magar
[02:59.63] Jahaan jaaun main karoon main wahaan
[03:03.09] Tera hi zikar
[03:04.68] Mujhe tu raazi lagti hai
[03:07.07] Jeeti hui baazi lagti hai
[03:09.73] Tabiyat taazi lagti hai
[03:12.38] Ye tune kya kiya
[03:15.31] Main dil ka raaz kehta hoon
[03:17.43] Ke jab jab saansein leta hoon
[03:20.09] Tera hi naam leta hoon
[03:22.75] Ye tune kya kiya
[03:46.91] Dil karta hai, teri baatein sunu
[03:50.10] Saude main adhoore chunu
[03:52.49] Muft ka hua ye faayda
[03:57.53] Kyun khud ko main barbaad karoon
[04:00.19] Fanaa hoke tunhse miloon
[04:03.11] Ishq ka ajab hai qaayda
[04:07.36] Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
[04:12.67] Main aage badh gaya hoon
[04:16.13] thoda hoke be-fikar
[04:18.78] Kaho toh, kis se marzi loon
[04:20.12] Kaho toh, kis ko arzi doon
[04:22.78] Hansta ab thoda farzi hoon
[04:25.43] Ye tune kya kiya
[04:28.35] Main dil ka raaz kehta hoon
[04:30.48] Ke jab-jab saansein leta hoon….
[04:33.39] Ishq ki.. saazishein
[04:48.00] Ishq ki.. baaziyaan
[04:54.38] Haara main khel ke
[05:04.47] Do dilon ka juaa
