Lrc Player

Saudebaazi

Javid Ali
[05:56.66]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:33.20] Sidhe saade saara sauda

[00:35.60] Seedha seedha hona ji

[00:37.99] Main ne tu ko paana hai ya

[00:40.14] Tu ne main ko khona ji

[00:41.99] Aaja dil ki karein saude baazi

[00:44.39] Kya naaraazi arey aa re aa re yaar

[00:50.49] Sidhe saade saara sauda

[00:52.63] Seedha seedha hona ji

[00:54.75] Main ne tu ko paana hai ya

[00:56.88] Tu ne main ko khona ji

[00:58.99] Aaja dil ki karein saude baazi

[01:01.39] Kya naaraazi arey aa re aa re yaar

[01:06.72] Sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le

[01:11.50] Mera jahaan baanhon mein tu bhar bhi le

[01:15.23] Saude mein de kasam, kasam bhi le

[01:20.01] Aa ke tu nigaahon mein sanwar bhi le

[01:23.75] Sauda udaanon ka hai ya aasmaanon ka hai

[01:27.74] Le le udaanein meri, le mere par bhi le

[01:31.72] Sauda ummeedon ka hai

[01:34.37] Khwaabon ka, nindon ka hai

[01:36.24] Le le tu nindein meri

[01:38.36] Nainon mein bhar bhi le

[01:41.28] Sidhe saade saara sauda

[01:43.14] Seedha seedha hona ji

[01:45.26] Main ne tu ko paana hai ya

[01:47.38] Tu ne main ko khona ji

[01:49.51] Aaja dil ki karein saude baazi

[01:51.91] Kya naaraazi arey aa re aa re yaar

[02:19.03] Dil kahe, tere main honton se

[02:22.24] Baaton ko chupke se loon utha

[02:27.30] Uss jagah dheere se, haule se

[02:30.77] Geeton ko apne main doon bitha

[02:40.07] Dil kahe, tere main honton se

[02:43.27] Baaton ko chupke se loon utha

[02:48.31] Uss jagah dheere se, haule se

[02:52.04] Geeton ko apne main doon bitha

[02:56.28] Sauda taraanon ka hai

[02:58.40] Dil ke fasaanon ka hai

[03:00.26] Le le taraane mere

[03:02.39] Honton pe dhar bhi le

[03:04.52] Sauda ujaalon ka hai

[03:06.66] Roshan khayaalon ka hai

[03:09.33] Le le ujaale mere

[03:11.44] Aaja nazar bhi le

[03:16.51] Sidhe saade saara sauda

[03:17.05] Seedha seedha hona ji

[03:18.42] Main ne tu ko paana hai ya

[03:19.74] Tu ne main ko khona ji

[03:21.86] Aaja dil ki karein saude baazi

[03:25.05] Kya naaraazi arey aa re aa re yaar

[03:47.37] Sidhe saade… seedha saada…

[03:51.64] Main ne tu ko… tu ne main ko…

[03:57.89] Aa re aa re yaar…

[04:04.26] Main kabhi bhoolunga na tujhe

[04:06.65] Chaahe tu mujh ko dena bhula

[04:11.77] Aadatein jaisi hai tu meri

[04:16.03] Aadatein kaise bhoolun bhala

[04:25.10] Main kabhi bhoolunga na tujhe

[04:28.56] Chaahe tu mujh ko dena bhula

[04:32.81] Aadatein jaisi hai tu meri

[04:37.06] Aadatein kaise bhoolun bhala

[04:41.04] Sauda yeh waadon ka hai, yaadon, iraadon ka hai

[04:45.56] Le le tu waade chaahe tu to mukar bhi le

[04:49.55] Sauda ishaaron ka hai, chaahat ke maaron ka hai

[04:53.79] Le le ishaare mere, in ka asar bhi le

[04:59.11] Sidhe saade saara sauda

[05:00.97] Seedha seedha hona ji

[05:03.09] Main ne tu ko paana hai ya

[05:05.22] Tu ne main ko khona ji

[05:07.34] Aaja dil ki karein saude baazi

[05:09.74] Kya naaraazi arey aa re aa re yaar

[05:15.92] Sidhe saade saara sauda

[05:17.78] Seedha seedha hona ji

[05:19.92] Main ne tu ko paana hai ya

[05:22.04] Tu ne main ko khona ji

[05:24.18] Aaja dil ki karein saude baazi

[05:26.86] Kya naaraazi arey aa re aa re yaar