Dracula
[00:25.47] Aaj raaton mein niklegi gaadi
[00:27.59] Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
[00:30.77] Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
[00:33.96] Koyi to mita do
[00:37.68] Aaj raaton mein niklegi gaadi
[00:40.34] Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
[00:43.53] Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
[00:46.71] Koyi to mita do
[00:50.42] Yeh kaisa banaya khel ke jal gaye hum donon
[00:53.63] Yeh kaisa karaya mel bichhad gaye hum donon
[00:56.55] Hua kismat ka tha pher na ghar gaye hum donon
[01:00.00] Aaj main ban gaya woh insaan ke dar gaye hum donon
[01:03.20] Aye
[01:03.98] Suna hai maine mele lagte hain duniya mein
[01:06.95] Bura karein to sachchi nazrein nai milti
[01:10.13] Ab humse woh bhi saale nazron ke sher kahein
[01:13.06] Dafan bandon ki jinhe khabrein nai dikhti
[01:16.29] Aaj tera King jahan khada chakka jaam
[01:19.46] Taura hai poora meri zindagi nai aam
[01:22.66] Afwahon pe kyun rakhti nazar
[01:25.59] Meri baahon mein pada hai sach poora sareaam
[01:28.62] Meri aakhein hain laal jaise
[01:30.74] Sadiyon se soyi na hon
[01:32.34] Dikhun main khush jaise
[01:33.94] Koyi cheez khoyi na ho
[01:35.81] Aake suna do koyi yeh sachchi khabar
[01:37.94] Woh mujhe chhod ke hai khush
[01:40.35] Mere liye kabhi royi na ho
[01:42.22] Haan mujhe yaad tere bina kya safar raha
[01:45.14] Main wafadaar bas iss baat ka sabar raha
[01:48.58] Suna afwaah yeh nikli sach teri zindagi mein
[01:51.51] Main raha nahi par mere naam ka asar raha
[01:54.70] Ho aaj kaafi dukha man hai
[01:57.90] Ho nasha poora aakhein bhand hain
[02:01.12] Ho sab jante yeh baat
[02:03.77] Raja tere liye hua badnaam meri jaana
[02:07.81] Aaj raaton mein niklegi gaadi
[02:09.93] Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
[02:13.12] Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
[02:16.04] Koyi to mita do
[02:20.02] Aaj raaton mein niklegi gaadi
[02:22.41] Jebon mein hai paisa andha par dil hai khaali
[02:25.64] Jaana teri yaadein mujhe chhod ke ni ja rahi
[02:29.08] Koyi to mita do
[02:33.88] Ho aaj kaafi dukha man hai
[02:36.25] Ho nasha poora aakhein bhand hain
[02:39.46] Ho sab jante yeh baat
[02:42.11] Raja tere liye hua badnaam
[02:45.57] Ho aaj kaafi dukha man hai
[02:49.02] Ho nasha poora aakhein bhand hain
[02:52.21] Ho sab jante yeh baat
[02:55.13] Raja tere liye hua badnaam meri jaana
