Purani Jeans - Ali Haider
[00:24.35] Purani jeans aur guitar
[00:29.36] mohalle ki woh chhat aur mere yaar
[00:34.63] woh raaton ko jaagna
[00:39.88] subah ghar jaana kudke deewar
[00:45.14] woh ciggerete peena gali me jaa ke
[00:50.12] wob karna raaton ko ghadi ghadi saaf
[00:55.61] pahuchna college humesha late
[01:01.37] woh kehna sir ka get out from the class
[01:06.36] woh bahar jaa ke humesha kehna
[01:11.11] yaha ka system hi hai kharab
[01:16.10] woh jaa ke canteen mein table baja ke
[01:21.33] woh gaane gaana yaaron ke saath
[01:27.33] bas yaadein yaadein yaadein reh jati hai
[01:32.59] choti choti baatein reh jati hai
[01:37.61] bas yaadein...
[02:11.08] woh papa ka daantna
[02:16.35] woh kehna mummy ka chodein ji aap
[02:21.36] tumhe toh bas nazar aata hai
[02:26.61] jahan mein beta mera hi kharab
[02:31.84] woh dil mein sochna karke kuch dikha dein
[02:37.05] woh karna planning roz nayi yaar
[02:42.30] ladakpan ka woh pehla pyaar
[02:47.32] woh likhna haathon pe ek plus heart
[02:52.81] woh khidki se jhankna
[02:57.81] woh likhna letter unhe bar bar
[03:02.79] woh dena tohfe mein sone ki baliya
[03:08.29] woh lena doston se paise udhar
[03:14.04] bas yaadein yaadein yaadein reh jati hai
[03:18.81] choti choti baatein reh jati hai
[03:24.31] bas yaadein ...
[03:58.05] aisa yaadon ka mausam chala
[04:02.80] bhulta hi nahi dil mera
[04:08.06] kaha meri jeans aur guitar
[04:13.55] mohalle ki woh chhat aur mere yaar
[04:18.55] woh raaton ko jaagna
[04:23.81] subah ghar jaana kudke deewar
[04:28.81] purani jeans aur guitar
[04:34.06] mohalle ki woh chhat aur mere yaar
