Lrc Player

Teri Yaad Aditya Rikhari_320(PagalWorld)

Unknown artist
[03:58.86]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:28.84] Ek toh tera gham tadpaye

[00:31.49] Ek toh tera naam na jaaye

[00:34.93] Ek toh neend aati nahi

[00:37.86] Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

[00:42.38] Raat raat bhar yaad teri aati rahi

[00:45.30] Diljala main pehle se ye aur jalati rahi

[00:48.22] Dhoondne jo nikla kuch sukoon zamaane mein

[00:51.17] Chah kar bhi sala dil kahi laga hi nahi,

[00:54.61] Laga hi nahi ek pal ghar se maikhane me

[00:57.82] Ghol kar ke pi gaya wo khat tere purane main

[01:00.48] Ek baat toh batao jaan theek ho na?

[01:03.66] Waqt bhot lagraha hai tumko aane mein

[01:06.61] Aao ke raatein ab ye kaati nahi jaati

[01:12.46] Haara sab tujhpe mujhme kuch bhi nahi baaki

[01:19.11] Ab to ye aalam hai dil kaboo me nahi

[01:24.96] Roku kaise khudko koi bataaye

[01:31.07] Ek toh tera gham tadpaye

[01:33.99] Ek toh tera naam na jaaye

[01:37.18] Ek toh neend aati nahi

[01:40.11] Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

[01:43.57] Ek toh tera gham tadpaye

[01:46.75] Ek toh tera naam na jaaye

[01:49.68] Ek toh neend aati nahi

[01:52.62] Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

[02:12.92] Kal raaste mein takra gaye jo, Pheroge kya nazarein

[02:17.97] Dekh ke humko tum hass dena acha lagega hume

[02:24.34] Thoda sabar loon aankhon mein bhar loon rakhlu mai tujhko wahin

[02:30.99] Duniyaan ye ghum ho, bas mai aur tum ho

[02:34.17] Raat ki chaadar tale...

[02:37.10] Tera naam meri saans mein hai aaj bhi

[02:40.81] Tera ilaaj is glass mein hai aaj bhi

[02:43.48] Jala chuke ho sab nishaaniyan meri magar tera rumaal mere paas mein hai aaj bhi

[02:49.84] Aaj bhi aao sidha seene se lago

[02:55.69] Naaraazgi bhi humko tum si nahi aati

[03:02.33] Aao ke raatein ab ye kaati nahi jaati

[03:08.72] Dekhu ek pal tujhko chain aaye

[03:14.03] Ek toh tera gham tadpaye

[03:17.22] Ek toh tera naam na jaaye

[03:20.14] Ek toh neend aati nahi

[03:22.81] Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

[03:26.26] Ek toh tera gham tadpaye

[03:29.46] Ek toh tera naam na jaaye

[03:32.78] Ek toh neend aati nahi

[03:35.71] Uspe teri yaad raat raat bhar aaye

[03:39.68] Ek toh tera gham tadpaye

[03:41.82] Ek toh tera naam na jaaye

[03:45.00] Ek toh neend aati nahi

[03:48.46] Uspe teri yaad raat raat bhar aaye