Lrc Player
Zindagi Na Milegi dobara Poetry Apne Hone par Mujhko Yakin Aa Gya For Whatsapp S
Unknown artist
[00:46.63]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.
[00:00.64] Pighle neelam sa behta hua yeh samaan,
[00:05.14] neeli neeli si khamoshiyan,
[00:09.15] na kahin hai zameen na kahin aasmaan ...
[00:14.40] sarsaraati huyi tehniyan pattiyan,
[00:19.14] keh rahi hai ki bas ek tum ho yahan ...
[00:24.40] sirf main hoon
[00:26.90] meri saansein hai aur meri dhadkane,
[00:31.39] aisi gehraiyan, aisi tanhaiyan,
[00:35.64] aur main sirf main ...
[00:40.14] apne hone pe mujhko yakeen aa gaya
