Lrc Player

spotifydown.com - Kaam 25 - Sacred Games

Divine
[02:29.57]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:01.04] Kaam 25

[00:01.54] Divine

[00:04.28] Kaam 25 hai

[00:06.53] Bole toh

[00:08.28] Game over

[00:10.03] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:12.03] Ram naam satya ye khule aam hatya yeh

[00:15.02] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:17.29] Sun le tu ache se darr ja marne se

[00:20.03] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:22.53] Mere jaise 1 tere jaise 36 hai

[00:25.03] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[00:27.53] Bole toh... Game over!

[00:30.27] Kaam pachees hai

[00:31.54] Mat dikha battisi

[00:32.54] Mar jayega galti se

[00:33.55] Gayab tu dharti se

[00:34.78] Chalta ye sher bole

[00:36.03] Apni hi marzi se

[00:37.28] Gardi mein fark nahi

[00:38.30] Charsi aur wardi mein

[00:40.03] Rajneeti mein yahan sabse zyada paisa kyun hai

[00:42.53] Public ko nahi dikhta waise wala paisa kyun hai

[00:44.77] Public ki seva phir paise wala neta kyun hai

[00:47.03] Mumbai shehar sabko kam zyada deta kyun hai

[00:49.78] Alag kutte yeh kaat'te ye bhonkte nahi

[00:52.28] Alag ghode yeh thokte ye daudte nahi

[00:54.77] Yahaan pe naam kaam karta hai

[00:56.77] Police wala bhi bola

[00:59.03] Mera star bahut halka hai

[00:59.53] Scene thoda dhalta hai

[01:01.02] Game hona sabka hai

[01:02.53] Agar tu zinda phir jee le na beta

[01:04.53] Bambai shehar chillum taiyar hai

[01:06.28] Ab pi le na beta

[01:07.78] Seedha scene hai beta

[01:09.28] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:11.02] Ram naam satya ye khule aam hatya yeh

[01:13.53] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:15.77] Sun le tu ache se darr ja marne se

[01:18.53] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:21.53] Mere jaise 1 tere jaise 36 hai

[01:23.83] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[01:26.77] Bole toh... Game over!

[01:29.02] Raaste mein khadde nahi

[01:30.03] Khaddon mein raaste hain

[01:31.29] Chhaati hai chodi

[01:32.29] Kyunki Bambai har saans mein hai

[01:33.78] Darna kis se

[01:34.53] Jab samundar bhi saath mein hai

[01:36.03] Paani hai gehra aur

[01:37.28] Shooter sab shark se hai

[01:38.78] Aaya raakh se tu

[01:40.03] Jayega bhi raakh mein

[01:40.80] Dimaag mein yeh daal de

[01:42.04] Tu shatir har har chaal mein

[01:43.27] Hoon shaatir wohi town mein

[01:44.79] Kaam mein lagao

[01:45.77] Agar sahi sa amount hai

[01:47.02] Chhote zara count de

[01:49.29] Khilane wale hath ko nahi kaatne ka

[01:51.29] Milane wale hath ko nahi chaatne ka

[01:53.28] Teri hai thali toh apne mein khaane ka

[01:55.78] Apni harqaton ko dusron mein baantne ka

[01:58.77] Yeh Bambai waali rule chote cool chote

[02:00.52] Class aane ke liye thoda padhna padta school chote

[02:03.53] Mat bhool chote

[02:04.53] Number one rule chote

[02:05.53] Baap hota baap aur tu toh mera phool chote

[02:08.04] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:10.03] Ram naam satya ye khule aam hatya yeh

[02:12.52] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:14.52] Sun le tu ache se darr ja marne se

[02:17.28] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:19.79] Mere jaise 1 tere jaise 36 hai

[02:22.53] Kaam 25 hai kaam kaam 25 hai

[02:26.03] Bole toh... Game over!

[02:27.53] @samykratos20