Yeh jism
[00:54.64] Yeh jism hai toh kya-
[00:57.83] Yeh rooh ka libaas hai
[01:01.28] Yeh dard hai toh kya-
[01:04.73] Yeh ishq ki talaash hai
[01:08.18] Fanaa kiya mujhe
[01:11.37] Yeh chaahne ki aas ne
[01:14.82] Tarah Tarah shikast hi hua
[01:21.73] Fiza hai kya teri-
[01:24.92] Dil-o-jahaan tabaah kiya!
[01:28.37] Saazaa bhi kya teri-
[01:32.09] Wafa ko bewafa kiya!
[01:35.28] Waah re, zindagi se
[01:39.02] Yun mujhe juda kiya!
[01:41.93] Kahaan kahaan phirun main dhoondta?
[01:48.84] Razaa hai kya teri-
[01:52.29] Dil-o-jahaan tabaah kiya!
[01:56.01] Saazaa bhi kya teri-
[01:59.20] Wafa ko bewafa kiya!
[02:02.92] Dubara zindagi se
[02:06.37] Yun mujhe juda kiya!
[02:10.62] Kahaan kahaan phirun main dhoondta?
[02:43.82] Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
[02:50.73] Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
[02:58.43] Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai
[03:04.28] Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai
