Jane kyun log
[00:13.85] Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain
[00:31.38] Jaane Kyon Woh Kisi Pe Marte Hain
[00:39.08] Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain
[00:42.80] Jaane Kyon Woh Kisi Pe Marte Hain
[00:46.79] Jaane Kyon.. Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon!
[01:01.93] Pyaar Mein Sochiye To Bas Gham Hai
[01:07.26] Pyaar Mein Jo Sitam Bhi Ho Kam Hai
[01:12.31] Pyaar Mein Sar Jhukana Padta Hai
[01:17.35] Dard Mein Muskurana Padta Hai
[01:22.40] Zehar Kyon Zindagi Mein Bharte Hain
[01:29.57] Jaane Kyon Woh Kisi Pe Marte Hain
[01:35.94] Jaane Kyon.. Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon!
[01:47.63] Pyaar Bin Jeene Mein Rakha Kya Hai
[01:55.60] Pyaar Jisko Nahin Woh Tanha Hai
[02:07.29] Pyaar Bin Jeene Mein Rakha Kya Hai
[02:11.01] Pyaar Jisko Nahin Woh Tanha Hai
[02:14.99] Pyaar Sau Rang Leke Aata Hai
[02:18.98] Pyaar Hi Zindagi Sajata Hai
[02:22.69] Log Chhup Chhup Ke Pyaar Karte Hain
[02:30.13] Jaane Kyon Saaf Kehte Darte Hain
[02:36.77] Jaane Kyon.. Jaane Kyon! Ho Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon!
[03:31.23] Pyaar Bekaar Ki Musibat Hai
[03:36.54] Pyaar Har Tarah Khoobsurat Hai
[03:41.05] Ho.. Pyaar Se Hum Door Hi Achchhe
[03:45.83] Arre Pyaar Ke Sab Roop Hain Sachche
[03:50.35] Ho.. Pyaar Ke Ghaat Jo Utarte Hain
[03:54.87] Doobte Hain Na Woh Ubharte Hain
[03:58.58] Jaane Kyon.. Jaane Kyon! Pyaar To Khair Sabhi Karte Hain
[04:04.96] Jaane Kyon Aap Hi Mukarte Hain
[04:08.68] Jaane Kyon.... Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon! Jaane Kyon!
