AUR - SHIKAYAT - Raffey - Usama - Ahad (Official Music Video)(MP3_160K)
[00:18.08] Zakhm dil pe hai, dawa karo
[00:21.01] Aao, mil ke rasm-e-mohabbat ada karo
[00:24.19] Kuch na kar sako mere liye
[00:27.65] Toh bas khwaabon mein hi mujhse mil liya karo
[00:31.37] Aa milo kahin mujhse
[00:37.48] Ke ummidein kuch baaqi hain meri tumse
[00:44.12] Na jaane hasrat hi rahi ho tum meri
[00:51.29] Ke shayad yeh din aakhiri ho
[00:56.07] Hum khwahish mein mar jaayein
[00:59.00] Aa milo kahin mujhse
[01:05.38] Ke ummidein kuch baaqi hain meri tumse
[01:13.35] Le chalo wahan mujhe
[01:15.51] Main dekhta hoon aasmaan mein bhi ab tujhe
[01:18.70] Dekha ek roz taara toot ke gaya
[01:22.15] Maangi bhi duaayein, par haan tu nahi mila
[01:25.33] Woh aaya hi nahi jo ek dafa gaya
[01:28.79] Woh door itna ho gaya, main dekh na saka
[01:32.24] Hai dhoondhta wajah ab dil yeh bewajah
[01:35.69] Hai toota is tarah se dil ke phir nahi laga
[01:39.41] Toh aa milo kahin, oh, mere humnasheen
[01:42.60] Main ab bhi hoon akela, yeh tu samjha kyun nahi?
[01:46.32] Wajood dillagi ki aarzoo nahi
[01:49.51] Mohabbat toh wahi hai jo ke milti hi nahi
[01:52.96] Mohabbaton mein jhoom loon, main kya karun bata
[01:56.15] Main mubtila gham mein ya main gham ki hoon dawa?
[01:59.60] Main baddua hoon, ya dua hoon, ya main hoon saza?
[02:03.32] Ab tu bata ke main hoon ya phir tu hai laapata, tu bata
[02:06.51] Laapata ho gaye humare liye tum
[02:17.40] Itna chaaha ke tum bewafa ho gaye
[02:21.12] Jaana, bhoolna tha tumhein, Khuda ki qasam
[02:30.94] Haath jab bhi uthe, tum dua ho gaye
[02:34.93] Honthon pe dua hai, waqt tham nahi raha
[02:38.38] Tu na mil saka, tu bas nazam mein hi raha
[02:42.11] Duniya ki mohabbaton ne sab badal diya
[02:45.29] Tera gham ajeeb hai, woh wahin ka wahin raha
[02:48.74] Bhoolna main chaah raha tha tujhko is tarah
[02:51.93] Na teri jagah koi ho, na ho tu wahan
[02:55.65] Ab teri talash mein pata chala mujhe
[02:59.10] Tumse hi shuru hai raat, tumse hi subah
[03:02.29] Tu mil gayi toh ja milegi zindagi mujhe
[03:05.74] Jo tu nahi toh chahiye kuch nahi mujhe
[03:09.19] Khwaab, tu ehsaas, tu hi raat, tu subah
[03:12.65] Kaat dunga zindagi main dekh ke tujhe
[03:16.10] Dekh le mujhe
[03:17.69] Yeh kat rahi hai zindagi ab dekh ke tujhe
[03:21.15] Toot hi gaya hoon, tu samet le mujhe
[03:24.60] Samet le mujhe, kahin bikhar na jaaun main
[03:42.93] Toh aao na
[03:46.38] Mere aansu ko pochho aur phir se rulaao mujhe
[03:53.55] Mera sab kuch hai tere liye
[03:57.01] Toh aao na
[04:00.20] Dil ki baatein karo aur phir se sataao mujhe
[04:07.37] Mera sab kuch hai tere liye
[04:15.07] Mil jaaun main tumhein agar raaston mein kahin
[04:18.52] Tum rasman hi pooch lena mujhse haal mera
[04:21.44] Main muskurakar, gham chhupa kar hi jawaab doonga
[04:25.69] Main yahi karta aaya hoon, ye hai kamaal mera
