Hua Hain Aaj Pehli Baar FULL VIDEO _ SANAM RE _ Pu(MP3_160K)
[00:36.97] Hua hai aaj pehli baar
[00:39.45] Jo aise muskuraya hoon
[00:42.72] Tumhe dekha toh jaana ye
[00:45.72] Ke kyun duniya mein aaya hoon
[00:47.48] (...)
[00:50.23] Hua hai aaj pehli baar
[00:58.47] Jo aise muskuraya hoon
[01:01.20] Tumhe dekha toh jaana ye
[01:04.21] Ke kyun duniya mein aaya hoon
[01:07.21] Ye jaan lekar ke jaa meri
[01:10.22] Tumhe jeene main aaya hoon
[01:13.46] Main tumse ishq karne ki
[01:16.48] Ijaazat Rab se laaya hoon
[01:18.45] (...)
[01:45.47] Zameen se aasmaan tak hum
[01:48.21] Dhoondh aaye jahaan saara
[01:51.44] Banaa paaya nahi ab tak
[01:54.46] Khuda tumse koi pyaara
[01:58.20] Zameen se aasmaan tak hum
[02:00.19] Dhoondh aaye jahaan saara
[02:01.21] Banaa paaya nahi ab tak
[02:02.20] Khuda tumse koi pyaara
[02:02.46] Baaton mein teri hain badmashiyan
[02:02.46] Sab bewajah ki hain taarifiyaan
[02:08.71] Main likh doon aasmaan par ye
[02:12.21] Ke padh lega jahaan saara
[02:15.20] Huaa na hoga ab koi
[02:18.45] Yahan hum do sa dobara
[02:21.21] Main duniya bhar ki taarifein
[02:23.96] Tere sajde mein laaya hoon
[02:27.20] Main tumse ishq karne ki
[02:30.19] Ijaazat Rab se laaya hoon
[02:34.70] (Rab se laaya hoon. Rab se laaya hoon.)
[02:38.95] (...)
[02:46.71] Tu hai jo rubaru mere
[02:49.69] Bada mehfooz rehta hoon
[02:53.19] Tere milne ka shukrana
[02:55.45] Khuda se roz karta hoon
[03:00.19] Tu hai jo rubaru mere
[03:00.95] Bada mehfooz rehta hoon
[03:01.69] Tere milne ka shukrana
[03:01.96] Khuda se roz karta hoon
[03:02.23] Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
[03:06.70] Aawara dil ki hai aawariyan
[03:10.95] Yeh dil pagal bana baitha
[03:13.19] Isey ab tu hi samjha de
[03:16.44] Dikhe tujhme meri duniya
[03:19.45] Meri duniya tu banja re
[03:22.69] Hoon khushkismat jo kismat se
[03:25.68] Tumhe aise main paaya hoon
[03:28.69] Main tumse ishq karne ki
[03:31.94] Ijaazat Rab se laaya hoon
[03:34.69] (...)
