har kisi ko nahin milta
[00:41.05] Har kisi ko nahi milta
[00:45.21] Yahan pyaar zindagi mein
[00:50.00] Pyaar zindagi mein
[00:59.58] Har kisi ko nahi milta
[01:03.83] Yahan pyaar zindagi mein
[01:08.07] Khushnaseeb hain woh
[01:11.27] Jinko hai mili yeh bahaar zindagi mein
[01:17.38] Har kisi ko nahi milta
[01:21.63] Yahan pyaar zindagi mein
[01:26.41] Pyaar zindagi mein
[01:49.53] Hothon se honth milein na bhale
[01:54.04] Chaahe milein na baahein baahon se
[02:01.21] Hothon se honth milein na bhale
[02:05.46] Chaahe milein na baahein baahon se
[02:10.25] Do dil zinda reh sakte hain
[02:15.02] Chahat ki bhari nigahon se
[02:19.54] Chahat ki bhari nigahon se
[02:26.45] Har kisi ko nahi milta
[02:30.69] Yahan pyaar zindagi mein
[02:35.48] Har kisi ko nahi milta
[02:40.00] Yahan pyaar zindagi mein
[02:45.04] Pyaar zindagi mein
[03:16.67] Zulfon ke narm andhere hain
[03:21.17] Jismon ke garm ujaale hain
[03:28.07] Zulfon ke narm andhere hain
[03:32.60] Jismon ke garm ujaale hain
[03:37.37] Jeete jee humko pyaar mila
[03:41.90] Hum dono kismat waale hain
[03:46.67] Hum dono kismat waale hain
[03:53.31] Har kisi ko nahi milta
[03:57.83] Yahan pyaar zindagi mein
[04:02.08] Har kisi ko nahi milta
[04:06.86] Yahan pyaar zindagi mein
[04:12.16] Pyaar zindagi mein
[04:16.15] Khushnaseeb hain woh
[04:18.55] Jinko hai mili yeh bahaar zindagi mein
[04:25.45] Har kisi ko nahi milta
[04:29.44] Yahan pyaar zindagi mein
[04:34.47] Pyaar zindagi mein
[04:39.26] Pyaar zindagi mein
