woh din
[00:44.57] Jaane kahaa gaye wo din
[00:53.61] Kahate the teri raah mein
[00:59.47] Nazron ko bichhayenge
[01:06.90] Jaane kahaa gaye wo din
[01:10.91] Kahate the teri raah mein
[01:15.97] Nazron ko bichhayenge
[01:21.02] Chaahe kahi bhi tum raho,
[01:25.81] Chaahenge tum ko umarbhar
[01:30.87] Tum ko naa bhool paayenge
[01:55.85] Mere kadam jahaa pade,
[02:00.90] Sajade kiye the yaar ne
[02:05.69] mere kadam jahaa pade,
[02:11.27] Sajade kiye the yaar ne
[02:16.31] Muz ko rulaa rulaa diyaa,
[02:21.36] Jaati huyi bahaar ne
[02:26.42] Jaane kahaa gaye wo din
[02:32.03] Kahate the teri raah mein
[02:36.79] Nazron ko bichhayenge
[02:42.39] Chaahe kahi bhi tum raho,
[02:46.64] Chaahenge tum ko umarbhar
[02:51.96] Tum ko naa bhool paayenge
[03:21.74] Apani nazar mein aaj kal
[03:27.31] Din bhi andheri raat hai
[03:32.62] Apani nazar mein aaj kal
[03:37.41] Din bhi andheri raat hai
[03:42.19] Saayaa hi apane saath thaa,
[03:47.51] Saayaa hi apane saath hai
[03:52.56] Jaane kahaa gaye wo din
[03:57.90] Kahate the teri raah mein
[04:02.94] Nazron ko bichhayenge
[04:08.24] Chaahe kahi bhi tum raho,
[04:13.83] Chaahenge tum ko umarbhar
[04:18.07] Tum ko naa bhool paayenge.
