Lrc Player

admi jo kahta hai

kishore kumar
[06:33.04]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[02:18.97] Kabhi sochta hoon ke main kuchh kahun

[02:29.34] Kabhi sochta hoon ke main chup rahun

[02:40.24] Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai

[02:46.88] Zindagi bhar woh sadayein peecha karti hain

[02:52.45] Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai

[02:58.29] Zindagi bhar woh sadayein peecha karti hain

[03:04.14] Aadmi jo deta hai, aadmi jo leta hai

[03:09.98] Zindagi bhar woh duayein peecha karti hain

[03:40.27] Koyi bhi ho har khwaab to sachcha nahi hota

[03:46.13] Koyi bhi ho har khwaab to sachcha nahi hota

[03:51.97] Bohat zyada pyar bhi achcha nahi hota hai

[03:58.07] Kabhi daaman chhudana ho to mushkil ho

[04:08.45] Pyar ke rishte tootein to

[04:11.35] Pyar ke raste chhootein to

[04:14.55] Raaste mein phir wafayein peecha karti hai

[04:20.39] Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai

[04:25.96] Zindagi bhar woh sadayein peecha karti hain

[05:01.07] kabhi maKabhi kann dhoop ke kaaran tarasta hai

[05:07.72] kabhi maKabhi kann dhoop ke kaaran tarasta hai

[05:13.84] Kabhi kabhi phir jhoom ke sawan barasta hai

[05:20.80] Palak jhapke yahan mausam badal jaye

[05:29.56] Pyaas kabhi mit'ti nahi ek boond bhi milti nahi

[05:36.20] Aur kabhi rimjhim ghatayein peecha karti hai

[05:42.05] Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai

[05:47.88] Zindagi bhar woh sadayein peecha karti hain

[05:53.99] Aadmi jo deta hai, aadmi jo leta hai

[05:59.58] Zindagi bhar woh duayein peecha karti hain