EMIWAY BANTAI X HELLAC - THEEKH HU MEI PROD BY. MEMAX OFFICIAL MUSIC VIDEO WHOLE HEARTEDLY ALBUM
[00:22.94] wo milti ek pal aur pal do pal mein chali jaati
[00:25.60] nazar nahi milti thi ab dil ko woh nazar nahi aati
[00:28.52] tu milti thi toh dil ko tha sukoon abb hai zra nahi
[00:31.44] kalam ye likhta toh ye dil ko dhadkan hai zra si
[00:34.36] tu zindagi thi zindagi se kaafi tha khafa mein
[00:37.30] abb jo baat karti usme tujhko dhoondta main
[00:39.96] sakoon se jeene ka tha mauka jisko kho chuka main
[00:42.61] logon ko chodo yaadon ko hi hu puchta main
[00:45.53] tu nahi toh kyun ye dil bhi nahi maanta
[00:48.46] aashiqui ka matlab tuney hi sikhaya tha
[00:51.65] tu bhi toh jaane kitna pyaar tujhse karta hu main
[00:54.05] nahi hai saath tu par muskurata dikhta hu main
[00:57.76] theekh hu mei
[00:58.56] theekh hu main
[01:00.15] akela apni dhun mein zindagi jiu main
[01:02.80] afsoos hai dil mein fir bhi kuch nahi kahu mein
[01:05.73] asal ka ashiq hu bro aashiqui kru mein
[01:08.65] theekh hu mei
[01:09.70] theekh hu main
[01:11.57] akela apni dhun mein zindagi jiu main
[01:14.23] afsoos hai dil mein fir bhi kuch nahi kahu mein
[01:17.15] asal ka ashiq hu bro aashiqui kru mein
[01:20.33] tanha raahon pe sirf yaadon ka hisab hai
[01:22.46] kitaab likhdu tere baare bemisal main
[01:25.64] khoya main kitna kuch par fir bhi na malaal hai
[01:28.57] ye duniya jaanti nahi hu main kis haal mein
[01:31.48] sath hai toh bas bache hai kuch yaad tere
[01:34.15] sare sawalon ka aayea hu main hisaab dene
[01:37.07] tere yaadon ne mere neend liye cheen
[01:39.73] sojao toh bhi mujhe aate hai bas khawaab tere
[01:42.65] behka dil ye tujhpe dediya saza main khudko
[01:45.57] na sath rehna tha toh kardia azaad tumko
[01:48.49] azaab hai ye poora ho na paya aarzoo
[01:51.42] koi puchta hai toh fir deta hu jawab unko
[01:54.33] theekh hu mei
[01:55.66] theekh hu main
[01:57.26] akela apni dhun mein zindagi jiu main
[01:59.91] afsoos hai dil mein fir bhi kuch nahi kahu mein
[02:02.57] asal ka ashiq hu bro aashiqui kru
[02:06.02] theekh hu mei
[02:07.09] theekh hu main
[02:08.68] akela apni dhun mein zindagi jiu main
[02:11.34] afsoos hai dil mein fir bhi kuch nahi kahu mein
[02:13.99] asal ka ashiq hu bro aashiqui kru mein
[02:17.18] theekh hu mei
[02:18.24] theekh hu main
[02:19.84] akela apni dhun mein zindagi jiu main
[02:22.75] afsoos hai dil mein fir bhi kuch nahi kahu mein
[02:25.41] asal ka ashiq hu bro aashiqui kru
